SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaksaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "yaksaa.n"
Ghazal
is KHaraabe me.n to ham dono.n hai.n yaksaa.n saaqii
ham ko piine tujhe dene kaa na andaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
ek hii ishq me.n dono.n kaa junuu.n zam hogaa
pyaas yaksaa.n hai to sairaab ikaTThe ho.nge
Umair Najmi
Ghazal
yaksaa.n hai husn-o-ishq kii sar-mastiyo.n kaa ra.ng
un kii KHabar unhe.n hai na merii KHabar mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai 'muniir' aazaad ho is sehr-e-yak-ra.ngii se tuu
ho ga.e sab zahr yaksaa.n sab nabaate.n ek sii
Muneer Niyazi
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
zindagii pyaar vafaa sab kaa muqaddar yaksaa.n
muskuraahaT kii tarah hai kabhii aa.nsuu kii tarah
Krishn Bihari Noor
Ghazal
ek be-ra.ng sii tasviir banaa le KHud ko
ra.ng yaksaa.n nahii.n rahte kabhii ra.ngo.n se nikal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
paa.ii na 'shamiim' apne saaqii kii nazar yaksaa.n
har aan badaltaa hai mai-KHaane kaa mausam bhii
Shamim Karhani
Ghazal
ai mere yaasman tire dandaan-e-aabdaar
gulshan me.n hai.n rulaate gul-e-yaasman mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
imaam-e-tishna kii aulaad Thahrii huu.n aaKHir
so mujh ko yaksaa.n milaa raavii-o-furaat kaa dukh
Saima Aftab
Ghazal
sab ko maaluum hai ta.abiir to yaksaa.n hogii
KHvaab hii dekh le.n haT kar ki vabaa ke din hai.n
Aqeel Abbas Jafri
Ghazal
ko gul-o-laala kahaa.n sumbul saman ham-nastaran
KHaak se yaksaa.n hu.e hai.n haa.e kyaa kyaa aashnaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mujh ko na sunaa KHizr o sikandar ke fasaane
mere liye yaksaa.n hai fanaa ho ki baqaa ho
Hafeez Jalandhari
Ghazal
in me.n kyaa farq hai ab is kaa bhii ehsaas nahii.n
dard aur dil kaa zaraa dekhiye yaksaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
but-KHaana-o-ka.aba me.n yaksaa.n hai tiraa jalva
ka.aba to hu.aa ka.aba but-KHaane ko kyaa kahiye
Imdad Imam Asar
Ghazal
huu.n tunak-zarf na jheluu.ngaa sharaab-e-pur-zor
parda yakbaar na chehre se uThaanaa hargiz