SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaksaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "yaksaa.n"
Ghazal
is KHaraabe me.n to ham dono.n hai.n yaksaa.n saaqii
ham ko piine tujhe dene kaa na andaaz aayaa
Shad Azimabadi
Nazm
hubb-e-watan
qaum par un kaa kuchh nahii.n ehsaa.n
un kaa honaa na honaa hai yaksaa.n
Altaf Hussain Hali
Sher
in me.n kyaa farq hai ab is kaa bhii ehsaas nahii.n
dard aur dil kaa zaraa dekhiye yaksaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
Parveen Shakir
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "yaksaa.n"
Ghazal
ek hii ishq me.n dono.n kaa junuu.n zam hogaa
pyaas yaksaa.n hai to sairaab ikaTThe ho.nge
Umair Najmi
Ghazal
yaksaa.n hai husn-o-ishq kii sar-mastiyo.n kaa ra.ng
un kii KHabar unhe.n hai na merii KHabar mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai 'muniir' aazaad ho is sehr-e-yak-ra.ngii se tuu
ho ga.e sab zahr yaksaa.n sab nabaate.n ek sii
Muneer Niyazi
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Sher
hai is anjuman me.n yaksaa.n adam o vajuud meraa
ki jo mai.n yahaa.n na hotaa yahii kaarobaar hotaa
Ismail Merathi
Ghazal
zindagii pyaar vafaa sab kaa muqaddar yaksaa.n
muskuraahaT kii tarah hai kabhii aa.nsuu kii tarah