SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaksaa.n"
Nazm MATCHES FOR "yaksaa.n"
Nazm
hubb-e-watan
qaum par un kaa kuchh nahii.n ehsaa.n
un kaa honaa na honaa hai yaksaa.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
mulaqat
yaksaa.n hai.n mirii jaan qafas aur nasheman
insaan kii tauqiir yahaa.n hai na vahaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
shama
yak-bii.n tirii nazar sifat-e-aashiqaan-e-raaz
merii nigaah maaya-e-aashob-e-imtiyaaz
Allama Iqbal
Nazm
mahrumi
hai vo aa.e vo aa.e
abhii ek pal me.n achaanak yuu.nhii jagmagaane lagegaa ye aivaan yaksar
Meeraji
Nazm
nazm kya hai
vo Gazal ho ki ho nazm bachcho suno
dono.n yaksaa.n hai.n shohrat me.n bas jaan lo
Hafiz Karnataki
Nazm
jaane kya baat hui thi jo mujhe yaad nahin
jhiil se gahrii aqiidat kii Dor thaame hu.e
tak rahii hai.n mujhe yaksaa.n take jaatii hai.n
Meena Kumari Naz
Nazm
pap
ki aaryaa.ii se baabarii ham bane to kaise
hame.n to sha.nkh aur azaa.n hai yaksaa.n
Shahnaz Nabi
Nazm
diwali
hote raushan hai.n charaaG aaj jahaa.n me.n yaksaa.n
gul hu.aa aaj hii par ek charaaG-e-taabaa.n
Aaftab Rais Panipati
Nazm
ek pauda aur ghas
miTTii aur paanii havaa aur raushnii
vaaste dono.n ke yaksaa.n hai banii
Ismail Merathi
Nazm
mahatma-gandhi
injiil ko qur.aan ko aur giitaa ko
siine se lagaayaa unhe.n yaksaa.n samjhaa
Charkh Chinioti
Nazm
jamhuriyat zindabaad
sab ko yaksaa.n huquuq jis ne diye
is me.n maujuud sab havaala hai
Mohi Bakhsh Qadiri
Nazm
hindu musalmanon ka ittihad
yaksaa.n hai.n jab qariine raftaar ke chalan ke
dono.n ho chaa.nd-suuraj is gardish-e-kuhan ke