SEARCH RESULTS
Showing search results for ",Chg"
Nazm MATCHES FOR ",chg"
Nazm
o des se aane wale bata
baaqii hai hamaarii chaah bataa
kyaa yaad hame.n bhii kartaa hai
Akhtar Shirani
Nazm
nazrana
kyaa kamii hai jo karogii miraa nazraana qubuul
chaahne vaale bahut, chaah ke afsaane bahut
Kaifi Azmi
Nazm
jugnu
vo maa.n na dekh sakaa zindagii me.n jis kii chaah
usii kii bhaTaktii hu.ii ruuh ko dikhaataa raah
Firaq Gorakhpuri
Nazm
mahadev-ji ka byah
bol bachan aanand ke, prem, piit aur chaah
sun lo yaaro, dhyaan dhar, mahaadev kaa byaah
Nazeer Akbarabadi
Nazm
taj-mahal
is KHaak se phuuTii hai zuleKHaa kii javaanii
yaa chaah se niklaa hai ko.ii yuusuf-e-saanii
Mahshar Badayuni
Nazm
nashat-e-umid
nuuh kii kashtii kaa sahaaraa thii tuu
chaah me.n yuusuf kii dil-aaraa thii tuu
Altaf Hussain Hali
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
har raah pahu.nchtii hai tirii chaah ke dar tak
har harf-e-tamannaa tire qadmo.n kii sadaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
daavat kisii amiir ke ghar me.n ho aap kii
kam-sin miso.n se zikr ho ulfat kaa chaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
dil-ashob
tirii chaah me.n dekhaa ham ne ba-haal-e-KHaraab ise
par ishq o vafaa ke yaad rahe aadaab ise
Ibn۔e۔Insha
Nazm
id
us sa.ng-dil kii ham ne Garaz jab se chaah kii
dekhaa na apne dil ko kabhii ek dam KHushii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
raat ki aziyyat
ab to ba.Dhtaa aa.egaa ghanghor baadal chaah kaa
us me.n bahtii aa.egii ik madh-bharii miiThii sadaa