SEARCH RESULTS
Showing search results for ",GFE"
Nazm MATCHES FOR ",Gfe"
Nazm
mujhse pahle
phir bhii maazii kaa KHayaal aataa hai gaahe-gaahe
muddate.n dard kii lau kam to nahii.n kar saktii.n
Ahmad Faraz
Nazm
sab maya hai
haa.n gaahe gaahe diid kii daulat haath aa.ii
yaa ek vo lazzat naam hai jis kaa rusvaa.ii
Ibn۔e۔Insha
Nazm
saqi-nama
miraa dil mirii razm-gaah-e-hayaat
gumaano.n ke lashkar yaqii.n kaa sabaat
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
tere dar-o-baam par vaadii-e-aiman kaa nuur
teraa minaar-e-buland jalva-gah-e-jibra.iil
Allama Iqbal
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
is kaar-gah-e-hastii me.n jahaa.n
ye saaGar shiishe Dhalte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zindan ki ek sham
jalva-gaah-e-visaal kii sham.e.n
vo bujhaa bhii chuke agar to kyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
fankar
dekh is arsa-e-gah-e-mehnat-o-sarmaaya me.n
mere naGme bhii mire paas nahii.n rah sakte
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHadsha
ye tere lab ye dayaar-e-yaman ke surKH aqiiq
ye aa.iine sii jabii.n sajda-gaah-e-lail-o-nihaar
Mohsin Naqvi
Nazm
ai ishq kahin le chal
ai ishq kahii.n le chal is paap kii bastii se
nafrat-gah-e-aalam se la.anat-gah-e-hastii se
Akhtar Shirani
Nazm
hinDola
rumuuz-e-besh-bahaa TheTh aadmiyat ke
kahaaniyaa.n thii.n ki sad-dars-gaah-e-riqqat-e-qalb
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaKHiri lamha
har ek phuul me.n tam.iiz-e-ra.ng-o-buu rakhnaa
KHayaal jis kaa guzar-gaah-e-sad-bahaaraa.n hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
taj-mahal
maah o anjum bhii hu.e jaate hai.n majbuur-e-sujuud
vaah aaraam-gah-e-malika-e-ma.abuud-mizaaj
Kaifi Azmi
Nazm
wahi narm lahja
gaahe gaahe sharaare se chhuune lage
mai.n jo dekhuu.n palaT ke to vo
Parveen Shakir
Nazm
taj-mahal
nazro.n me.n abhii tak vahii dilchasp samaa.n hai
aa.nkho.n me.n mirii KHvaab-gah-e-shaahjaa.n hai