SEARCH RESULTS
Showing search results for ",KoFE"
Nazm MATCHES FOR ",Kofe"
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
jab zulm-o-sitam ke koh-e-giraa.n
ruu.ii kii tarah u.D jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muhasara
so ye javaab hai meraa mire aduu ke liye
ki mujh ko hirs-e-karam hai na KHauf-e-KHamyaaza
Ahmad Faraz
Nazm
KHun phir KHun hai
KHaak-e-sahraa pe jame yaa kaf-e-qaatil pe jame
farq-e-insaaf pe yaa paa-e-salaasil pe jame
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
arsh-e-mo.allaa se kam siina-e-aadam nahii.n
garche kaf-e-KHaak kii had hai sip.har-e-kabuud
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
fazaa me.n raat ga.e jab daraKHt piipal kaa!
hazaaro.n jugnu.o.n se koh-e-tuur bantaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hinDola
faraaz-e-koh-e-himaala ye daur-e-ga.ng-o-jaman
aur in kii god me.n parvarda kaarvaano.n ne
Firaq Gorakhpuri
Nazm
sachche watan-parast ka git
KHauf-e-aafat se kahaa.n dil me.n riyaa aa.egii
baat sachchii hai jo vo lab pe sadaa aa.egii
Lal Chand Falak
Nazm
barsat ki bahaaren
kartaa hai sair ko.ii koThe kaa le sahaaraa
muflis bhii kar rahaa hai pole tale guzaaraa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
be-haya
hamaare bachcho.n ke peT bharne
agar ye koThe pe jaa ke apnaa badan bhii beche.n
Shoaib Kiani
Nazm
tum ye kahte ho ab koi chaara nahin
ab na aa.egii kyaa? ab khulegaa na kyaa
us kaf-e-naaznii.n par ko.ii laala-zaar?