SEARCH RESULTS
Showing search results for ",fQOG"
Nazm MATCHES FOR ",fqoG"
Nazm
KHizr-e-rah
zindagii kii quvvat-e-pinhaa.n ko kar de aashkaar
taa ye chingaarii froG-e-jaavedaa.n paidaa kare
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
mard-e-KHudaa kaa amal ishq se saahab faroG
ishq hai asl-e-hayaat maut hai us par haraam
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
aalam-e-aab-o-KHaak me.n tere zuhuur se faroG
zarra-e-reg ko diyaa tuu ne tuluu-e-aaftaab!
Allama Iqbal
Nazm
aao ki koi KHwab bunen
tahziib-e-zindagii ke faroG-e-vatan ke KHvaab
zindaa.n ke KHvaab kuucha-e-daar-o-rasan ke KHvaab
Sahir Ludhianvi
Nazm
zabta
ye zaabta hai kahuu.n dasht ko gulistaa.n-zaar
KHizaa.n ke ruup ko likkhuu.n faroG-e-husn-e-bahaar
Habib Jalib
Nazm
talaba-e-ali-gaDh collage ke nam
jazb-e-haram se hai faroG anjuman hijaaz kaa
us kaa maqaam aur hai us kaa nizaam aur hai
Allama Iqbal
Nazm
lab pe pabandi to hai
jhuuT kyuu.n bole.n faroG-e-maslahat ke naam par
zindagii pyaarii sahii lekin hame.n marnaa to hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
balaa se ham ne na dekhaa to aur dekhe.nge
faroG-e-gulshan o saut-e-hazaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nashat-e-umid
va.ada tiraa raast ho yaa ho daroG
tuu ne diye hai.n use kyaa kyaa faroG
Altaf Hussain Hali
Nazm
husn aur maut
jo phuul saare gulistaa.n me.n sab se achchhaa ho
faroG-e-nuur ho jis se fazaa-e-ra.ngii.n me.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
buland da.ava-e-jamhuuriyat ke parde me.n
faroG-e-majlis-o-zindaa.n hai.n taaziyaane hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
gurez
ajiib aalam-e-afsurdagii hai ruu-ba-faroG
na jab nazar ko taqaazaa na dil tamannaa.ii