SEARCH RESULTS
Showing search results for "تخیل"
Nazm MATCHES FOR "تخیل"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
daam-e-siimiin-e-taKHayyul hai miraa aafaaq-giir
kar liyaa hai jis se terii yaad ko mai.n ne asiir
Allama Iqbal
Nazm
KHitab ba-jawanan-e-islam
اگر چاہوں تو نقشہ کھينچ کر الفاظ ميں رکھ دوں
مگر تيرے تخيل سے فزوں تر ہے وہ نظارا
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
fikr-e-insaa.n par tirii hastii se ye raushan hu.aa
hai par-e-murG-e-taKHayyul kii rasaa.ii taa-kujaa
Allama Iqbal
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
naapaid tire bahr-e-taKHayyul ke kinaare
pahu.nche.nge falak tak tirii aaho.n ke sharaare
Allama Iqbal
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
apne Gam-KHaana-e-taKHayyul me.n
tujh se hotii hai guftuguu ab bhii
Saifuddin Saif
Nazm
ek rah-guzar par
shabaab jis se taKHayyul pe bijliyaa.n barse.n
vaqaar jis kii rafaaqat ko shoKHiyaa.n tarse.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek taswir-e-rang
zaKHm-KHurda hai.n taKHayyul kii u.Daane.n terii
tere giito.n me.n tirii ruuh ke Gam palte hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
shu.uur-e-hind ke bachpan kii yaadgaar-e-aziim
ki aise vaise taKHayyul kii saa.ns ukha.D jaa.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
girls college ki lari
javaanii nigaaho.n me.n bahkii hu.ii sii
mohabbat taKHayyul me.n bahkii hu.ii sii
Jan Nisar Akhtar
Nazm
husn-o-ishq
jagmagaa uThtii hai duniyaa-e-taKHayyul jis se
dil me.n vo shola-e-jaa.n-saaz dabaa rakkhaa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nakaami
merii taKHayyul kaa shiiraaza-e-barham hai vahii
mere bujhte hu.e ehsaas kaa aalam hai vahii