SEARCH RESULTS
Showing search results for "حل"
Nazm MATCHES FOR "حل"
Nazm
ai sharif insano
jang to KHud hii ek mas.ala hai
jang kyaa mas.alo.n kaa hal degii
Sahir Ludhianvi
Nazm
lenin
ai anfus o aafaaq me.n paidaa tirii aayaat
haq ye hai ki hai zinda o paa.inda tirii zaat
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
vo be-panaah zakii-ul-hisii vo hilm o Guruur
kabhii kabhii vo bhare ghar me.n hiss-e-tanhaa.ii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nashat-e-umid
diin kii tujh bin kahii.n pursish na ho
tuu na ho to haq kii parastish na ho
Altaf Hussain Hali
Nazm
ustad
aam logo.n kii jahaalat duur karne ke liye
haq-ta.aalaa ne banaayaa hai sabab ustaad kaa
Faiz Ludhianvi
Nazm
ilm ki zarurat
nigaah-e-Gaur se dekho agar haalaat-e-insaanii
to ho saktaa hai hal ye uqda-e-mushkil ba-aasaanii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
be-talluqi
raah me.n aayaa kabhii merii himaala ban kar
jo kabhii uqda banaa aisaa ki hal hii na hu.aa
Akhtarul Iman
Nazm
aurat
ye anaasir ek muddat tak rahe garm-e-amal
aaKHirii tahriik-e-ismat se hu.e aapas me.n hal
Shaad Aarfi
Nazm
guftugu jo hoti hai sal-e-nau se ambar ki
kyo.n na mas.ale saare is tarah se hal kar le.n
saal-e-nau ke har pal ko pyaar kii Gazal kar le.n
Aleena Itrat
Nazm
kaun le gaya
hal kar diyaa thaa jis ne mu.amma shabaab kaa
tujh se vo fikr-e-uqda-kushaa kaun le gayaa
Josh Malihabadi
Nazm
mohabbat
nashaat-e-mohabbat rafiiq-e-hayaat
kiye us ne hal zindagii ke nikaat