SEARCH RESULTS
Showing search results for "خوار"
Nazm MATCHES FOR "خوار"
Nazm
jawab-e-shikwa
haath be-zor hai.n ilhaad se dil KHuugar hai.n
ummatii baa.is-e-rusvaa.i-e-paiGambar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
mere hamdam mere dost!
par mire giit tire dukh kaa mudaavaa hii nahii.n
naGma jarraah nahii.n muunis-o-Gam KHvaar sahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saqi-nama
puraanii siyaasat-garii KHvaar hai
zamii.n miir o sultaa.n se be-zaar hai
Allama Iqbal
Nazm
apni malka-e-suKHan se
dil terii bazm-e-naaz me.n jab se hai baaryaab
har KHaar ek gul hai to har zarra aaftaab
Josh Malihabadi
Nazm
hubb-e-watan
karte the jab tum apnii Gam-KHvaarii
dho.ii jaatii thii.n kulfate.n saarii
Altaf Hussain Hali
Nazm
qaid-e-tanhai
duur aafaaq pe lahraa.ii ko.ii nuur kii lahr
KHvaab hii KHvaab me.n bedaar hu.aa dard kaa shahr
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
munajat-e-bewa
bekas kaa Gam-KHvaar hai tuu hii
burii banii kaa yaar hai tuu hii
Altaf Hussain Hali
Nazm
aurat
dekhaa thaa jo aadam ne vahii KHvaab hai aurat
be-misl hai aa.iina-e-aadaab hai aurat
Rahbar Jaunpuri
Nazm
inqalab
zamaana aane hii vaalaa hai jab ham ai zaalim
tujhe bhii KHvaar tujhe bhii KHaraab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
aap-biti
mire Gam-KHvaar mire dost tumhe.n kyaa ma.aluum
zindagii maut ke maanind guzaarii mai.n ne
Qateel Shifai
Nazm
aansu
Gam-KHvaar hai.n mere liye shab-haa-e-alam me.n
aaKHir to Gam-e-dost ke maare hai.n ye aa.nsuu