SEARCH RESULTS
Showing search results for "دراز"
Nazm MATCHES FOR "دراز"
Nazm
itna malum hai!
apne bistar pe bahut der se mai.n niim-daraaz
sochtii thii ki vo is vaqt kahaa.n par hogaa
Parveen Shakir
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
laa ko.ii naGma ko.ii saut tirii umr daraaz
nauha-e-Gam hii sahii shor-e-shahaadat hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaKHiri mulaqat
is husn-e-iKHtiyaar pe aa.nkhe.n jhukaa to le.n
barsaa labo.n se phuul tirii umar ho daraaz
Akhtarul Iman
Nazm
ek rah-guzar par
gudaaz jism qabaa jis pe saj ke naaz kare
daraaz qad jise sarv-e-sahii namaaz kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
shero.n me.n karvaTe.n ye nahii.n soz-o-saaz kii
lahre.n hai.n ye huzuur kii zulf-e-daraaz kii
Josh Malihabadi
Nazm
zaban-daraaz
mai.n apnii biimaarii bataane se ma.azuur huu.n
mujhe zabaan kii ajiib biimaarii ho ga.ii hai
Ammar Iqbal
Nazm
rishwat
zulf us co-operative silsile kii hai daraaz
chhe.Dte hai.n ham kabhii to vo kabhii rishvat kaa saaz
Josh Malihabadi
Nazm
tah-e-nujum
daraaz qad kii lachak se gudaaz paidaa hai
adaa-e-naaz se ra.ng-e-niyaaz paidaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
payam-e-ishq
نہ ہو قناعت شعار گلچيں! اسي سے قائم ہے شان تيري
وفور گل ہے اگر چمن ميں تو اور دامن دراز ہو جا