SEARCH RESULTS
Showing search results for "سمن"
Nazm MATCHES FOR "سمن"
Nazm
yaad
dasht-e-tanhaa.ii me.n duurii ke KHas o KHaak tale
khil rahe hai.n tire pahluu ke saman aur gulaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
o des se aane wale bata
barkhaa ke samay lahraate hai.n
kyaa ab bhii kanaar-e-dariyaa par
Akhtar Shirani
Nazm
KHak-e-hind
shaidaa-e-bostaa.n ko sarv-o-saman mubaarak
ra.ngii.n tabii.ato.n ko ra.ng-e-suKHan mubaarak
Chakbast Braj Narayan
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
KHush huu.n firaaq-e-qaamat-o-ruKHsaar-e-yaar se
sarv-o-gul-o-saman se nazar ko sataa.e.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
mire jahaa.n me.n saman-zaar Dhuu.nDne vaale
yahaa.n bahaar nahii.n aatishii.n baguule hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ittifaqat
us ke bose se ho.n mad.hosh saman aur gulaab
shabnamii ghaas pe do paikar-e-yaKH-basta mile.n,
Noon Meem Rashid
Nazm
ghulam qadir rahila
بھلا تعميل اس فرمان غيرت کش کي ممکن تھي!
شہنشاہي حرم کي نازنينان سمن بر سے
Allama Iqbal
Nazm
paisa
saath ik dost ke ik din jo mai.n gulshan me.n gayaa
vaa.n ke sarv-o-suman-o-laala-o-gul ko dekhaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hazar karo mere tan se
jise jalaa.o to sehn-e-chaman me.n dahke.nge
bajaa.e-sarv-o-saman merii haDDiyo.n ke babuul
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
mujhe mohabbat hai mah-jabiino.n
se, gul-ruKHo.n se saman-e-baro.n se
Ali Sardar Jafri
Nazm
nur-jahan ka mazar
aaraasta jin ke liye gulzaar o chaman the
jo naazukii me.n daaG dah-e-barg-e-saman the
Tilok Chand Mahroom
Nazm
TuTe hue tare
saman-baraan-e-falak ne sharar ko dekh liyaa
zamiin vaalo.n ke dil ko nazar ko dekh liyaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
ai watan ai watan
ham ko tujh se hamesha mohabbat rahe
tuu hai nasriin-o-laal-o-sarv-o-saman
Abdul Mannan Tarzi
Nazm
etiraf
mai.n ne KHvaabo.n ke saman-ra.ng shabistaano.n me.n
loriyaa.n de ke Gam-e-dil ko sulaanaa chaahaa