SEARCH RESULTS
Showing search results for "سمویا"
Nazm MATCHES FOR "سمویا"
Nazm
koi surat aisi
jis ke maujuud hii me.n KHud ko samoyaa jaa.e
vaqt-e-aa.inda ko bhii jis me.n Duboyaa jaa.e
Mohammad Zubair Khalid
Nazm
allama iqbaal
zehn-o-afkaar ke andaaz ko badlaa tuu ne
aur kuuze me.n samundar ko samoyaa tuu ne
Shadan Barabankvi
Nazm
numu
sunahrii dhuup kii taabaaniyo.n ko jazb kiyaa
safed barf kii narmii ko yuu.n samoyaa thaa
Shehla H. Naqvi
Nazm
jawab-e-shikwa
kis kii aa.nkho.n me.n samaayaa hai shi.aar-e-aGyaar
ho ga.ii kis kii nigah tarz-e-salaf se be-zaar
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
aaGosh me.n zamii.n kii soyaa hu.aa ho sabza
phir phir ke jhaa.Diyo.n me.n paanii chamak rahaa ho
Allama Iqbal
Nazm
apni malka-e-suKHan se
soyaa hai shauq sej pe terii nigaah kii
raate.n kaTii hai.n saa.e me.n chashm-e-siyaah kii
Josh Malihabadi
Nazm
walid ke intiqal par
vo chaaliis raato.n se soyaa na thaa
vo KHvaabo.n ko uu.nTo.n pe laade hu.e
Adil Mansuri
Nazm
ye kaun aaya
ai shaKHs jo tuu aakar yuu.n dil me.n samaayaa hai
tuu dard ki darmaa.n hai to dhuup ki saayaa hai?
Ibn e Insha
Nazm
taj-mahal
yaa taaj qariine se abhii rakh ke zamii.n par
soyaa hai ko.ii baadshah-e-vaqt yahii.n par