SEARCH RESULTS
Showing search results for "سونا"
Nazm MATCHES FOR "سونا"
Nazm
karoge yaad to har baat yaad aaegi
galii ke mo.D pe suunaa saa ko.ii darvaaza
tarastii aa.nkh me.n rasta kisii kaa dekhegaa
Bashar Nawaz
Nazm
ye pichhle ishq ki baaten hain
jitnii shaamo.n kaa sonaa hai
us ko KHaakistar honaa hai
Mohsin Naqvi
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
haa.n taa.nbaa sonaa ruupaa hai
tum jo maa.ngo so haazir hai
Ibn e Insha
Nazm
dil ek kuTiya dasht kinare
sonaa ruupaa chaukii masnad
ye bhii maal-manaal nahii.n hai
Ibn e Insha
Nazm
sone walo jago
sub.h kaa sonaa KHuub nahii.n hai
achchhaa ye usluub nahii.n hai
Hafeez Jalandhari
Nazm
barsat ki bahaaren
so hai.n gulaabii jo.De phuulo.n ke haar abran
kitno.n ke ghar hai khaanaa sonaa lage hai aa.ngan
Nazeer Akbarabadi
Nazm
irani talaba ke nam
un jismo.n kaa chaa.ndii sonaa
un chehro.n ke niilam, marjaa.n,
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj
mere giito.n kii lai meraa sur merii nai
mere majruuh ho.nTo.n ko phir sau.np do
Sahir Ludhianvi
Nazm
nind nahin aati hai
kitnaa suunaa suunaa hogaa
darvaazo.n par KHaamoshii kaa pahra hogaa
Ashfaq Husain
Nazm
man ka hona
tum ko kyaa ma.aluum ki sonaa kaisaa hotaa hai
maa.n ho tum aur maa.n kaa honaa aisaa hotaa hai