SEARCH RESULTS
Showing search results for "شعاع"
Nazm MATCHES FOR "شعاع"
Nazm
hinDola
Thumak Thumak ke chale the gharo.n ke aa.ngan me.n
'aniis' o 'haalii' o 'iqbaal' aur 'vaaris-shaah'
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aadhi raat
shu.aa-e-mahr ne yuu.n un ko chuum chuum liyaa
nadii ke biich kumudnii ke phuul khil uTThe
Firaq Gorakhpuri
Nazm
mayurka
shu.aa-e-mahr kii ziyaa se the jigar jigar badan
qamar-jamaal jin ke aks-e-raushnii ke baab the
Ahmad Faraz
Nazm
KHatun-e-mashriq
ai shu.aa-e-arz-e-mashriq terii iffat kaa shi.aar
kaj karegaa mulk o millat kii kulaah-e-iftiKHaar
Josh Malihabadi
Nazm
surKH sitara
chaa.ndnii zulmat-e-sayyaal me.n Dhal jaa.egii
raat kii maa.ng sa.nvaaregii shu.aa-e-ummiid
Amir Usmani
Nazm
chhabbis january
kyaa jaa.n-fazaa hai jalva KHurshiid-e-KHaavarii kaa
har ik shu.aa-e-raqsaa.n misra.a hai anvarii kaa
Tilok Chand Mahroom
Nazm
din ke rup mein raat kahani
jis ke ek kinaare ko shu.aa sozaa.n
apnii shiddat se jalaane pe miTaane pe tulii baiThii hai
Meeraji
Nazm
shua-e-farda
tiira-o-taar fazaa.o.n me.n sitam-KHurda bashar
aur kuchh der ujaale ke liye tarsegaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
nazhad-e-nau
Gariib bachche ki jo shu.aa-e-sahar-gahii hai.n
hamaarii qabro.n pe girte ashko.n kaa silsila hai.n
Majeed Amjad
Nazm
ek actress
shu.aa-e-sahar kii tarah thii achhuutii
bahaaro.n sitaaro.n kaa KHvaab-e-hasii.n thii
Naresh Kumar Shad
Nazm
yaum-e-yaadgar-e-sir-sayyad dar-dakan
lekin ye shab rakkho sachchii shu.aa vo hai
aa.nkho.n kaa nuur ban kar phaile jo mard-o-zan me.n
Fani Badayuni
Nazm
naya ghar
phir shu.aa-e-mohabbat se saaraa jahaa.n jagmagaa.e
mere dal ne du.aa dii KHudaava.nd-e-bartar
Zehra Nigaah
Nazm
shua-e-id
jaise peshaanii-e-mashriq pe ho sub.h-e-kaazib
jaise taariik KHalaa.o.n me.n shahaab-e-saaqib