SEARCH RESULTS
Showing search results for "عاجزی"
Nazm MATCHES FOR "عاجزی"
Nazm
raqib se!
aajizii siikhii Gariibo.n kii himaayat siikhii
yaas-o-hirmaan ke dukh-dard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mohabbat
zaraa sii phir rubuubiyat se shaan-e-be-niyaazii lii
malak se aajizii uftaadgii taqdiir shabnam se
Allama Iqbal
Nazm
shahkar
nazar se tamkanat le kar mazaaq-e-aajizii de de
magar haa.n bench ke badle use sofe pe biThlaa de
Sahir Ludhianvi
Nazm
meri rahon ke ab tum musafir nahin
merii chaahat mirii aajizii na milii
aur chaaho kabhii is taraf lauTnaa
Mariya Muzaffar
Nazm
aawaz dil ki
inkisaarii apnaa maslak 'aajizii apnaa shi'aar
dosto.n se dostii kar ke dikhaa dete hai.n ham
Prem Pal Ashk
Nazm
adakari
ba.Dii hii 'aajizii ke saath jo tum ne
mire haatho.n ko apne haath me.n le kar
Farzana Parveen
Nazm
falsafa-e-gham
خضر ہمت ہو گيا ہو آرزو سے گوشہ گير
فکر جب عاجز ہو اور خاموش آواز ضمير
Allama Iqbal
Nazm
chand ke musafir
daur hai parindo.n kaa chhe.D hai sitaaro.n se
kaa.enaat aajiz hai ham gunaahgaaro.n se
Mahboob Khizan
Nazm
laDakpan ki yaad
vo saathii ho ke aajiz saamne fariyaad laataa hai
class us bebasii par chupke chupke muskuraataa hai
Shamim Karhani
Nazm
aadmi
har lamha ik tazaad hai is kii sarisht me.n
aajiz hai aadmii kabhii mafruur aadmii