SEARCH RESULTS
Showing search results for "غلو"
Nazm MATCHES FOR "غلو"
Nazm
adab ke nam pe
mizaah kah ke phalaa.ngii ga.ii.n huduud-e-adab
Guluu ke naam pe kuchh log be-hijaab hu.e
Tazeen Raaz
Nazm
iKHtilaf
kahii.n havaas me.n kamii kahii.n havaas me.n Guluu
hame.n to asr-e-haal kii havaa se iKHtilaaf hai
Ashraf Rafi
Nazm
daraKHt-e-zard
use tum phone karte aur KHat likhte rahe hoge
na jaane tum ne kitnii kam Galat urdu likhii hogii
Jaun Eliya
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
to mujh ko KHudaa raa Galat mat samajhnaa
ki merii zaruurat ho tum bahut KHuub-suurat ho tum
Tahir Faraz
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye kaar-KHaano.n me.n lohe kaa shor-o-Gul jis me.n
hai dafn laakho.n Gariibo.n kii ruuh kaa naGma
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
harf-e-Galat ban ga.ii ismat-e-piir-e-kunisht
aur hu.ii fikr kii kashti-e-naazuk ravaa.n
Allama Iqbal
Nazm
naya hukm-nama
Galat hai ye un kaa ha.ngaama karnaa
ye sab hai sirf vahshat kii alaamat
Javed Akhtar
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
ye resham hai ye diibaa hai
kahii.n Galle ke ambaar lage
Ibn e Insha
Nazm
intizar
Galat thaa da.ava-e-sabr-o-shakeb aa jaa.o
qaraar-e-KHaatir-e-betaab thak gayaa huu.n mai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muflisi
bin murde ghar me.n shor machaatii hai muflisii
laazim hai gar Gamii me.n ko.ii shor-Gul machaa.e
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hubb-e-watan
in ko ab tak KHabar nahii.n aslan
shahr me.n bhaav kyaa hai Galle kaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
ham un ko dete hai.n be-jaan aur Galat ta.aliim
milegaa ilm-e-jihaalat-numaa se kyaa un ko
Firaq Gorakhpuri
Nazm
wirsa
ahal-e-mansab hai.n Galat-kaar to un ke mansab
terii taa.iid se Dhaale ga.e to mujrim hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
barsat ki bahaaren
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
chhat girne kaa kisii jaa Gul shor ho rahaa hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nazm
kaun biite hu.e KHvaab par KHaak Daale
kaun itnii Galat-fahmiyo.n kaa izaala kare
Tahzeeb Hafi
Nazm
holi
tablo.n ke Thuke tabl ye saazo.n ke baje taar
raago.n ke kahii.n Gul kahii.n naacho.n ke ba.ndhe taar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
biwiyan
samjhaa.e kaun aise me.n kis kii hai ye majaal
is shor-o-Gul me.n shaa.erii karnaa bhii hai muhaal
Nashtar Amrohvi
Nazm
pand-nama
nashshe kii tez raushnii bhii Galat
chaudhvii.n kii sii chaa.ndnii bhii Galat