SEARCH RESULTS
Showing search results for "فزا"
Nazm MATCHES FOR "فزا"
Nazm
banaras
har ik ko bhaatii hai dil se fazaa banaras kii
vo ghaaT aur vo ThanDii havaa banaras kii
Akhtar Shirani
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
dil-fazaa zau-kada sabaahat kaa
aur malaahat kii kaan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
chhabbis january
kyaa jaa.n-fazaa hai jalva KHurshiid-e-KHaavarii kaa
har ik shu.aa-e-raqsaa.n misra.a hai anvarii kaa
Tilok Chand Mahroom
Nazm
paisa
kap.Daa tan kaa bhii milaa zeb-fazaa paise kaa
jab hu.aa paise kaa ai dosto aa kar sanjog
Nazeer Akbarabadi
Nazm
manazir-e-sahar
kyaa ruuh-fazaa jalva-e-ruKHsaar-e-sahar hai
kashmiir dil-e-zaar hai firdaus-e-nazar hai
Josh Malihabadi
Nazm
gulzar-e-watan
hubb-e-vatan ke lab par ho.n jaa.n-fazaa taraane
shaaKHo.n pe giit gaa.e.n phuulo.n pe chahchahaa.e.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
nazr-e-Khaalida
phir idhar aa.e na aa.e ye shamiim-e-jaa.n-fazaa
phir mayassar ho na ho aisaa samaa.n aisii havaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mumbai
siraa us shaam kaa raato.n me.n khultaa hai
fazaa kaa shor jab din kii bajaa.e narm hotaa hai
Tripurari
Nazm
KHak-e-hind
manzar vo jaa.n-fazaa hai.n aur dil-paziir tere
jaane.n hai.n tujh pe shaidaa aur dil asiir tere
Tilok Chand Mahroom
Nazm
bulbul o parwana
jale vo bazm me.n chup-chaap aur mai.n na jaluu.n
ba.iid ishq se hai ho Gam-e-fanaa mujh ko
Suroor Jahanabadi
Nazm
naya sal
ye jaah aur iqbaal tum ko mubaarak
ye raahat-fazaa saal tum ko mubaarak
Syed Husain Ali Jafri
Nazm
yaran-e-najd
us bazm-e-jaa.n-fazaa kaa nazzaara phir dikhaa de
gulzaar-e-aarzuu me.n phir taaza gul khilaa de