SEARCH RESULTS
Showing search results for "قاہر"
Nazm MATCHES FOR "قاہر"
Nazm
aur ye insan
qaahir jazbo.n ke aage bebas hone me.n miTTii kaa ye zarra
apne aap me.n
Majeed Amjad
Nazm
payam-e-hasti
agar terii tamanna hai ki shaayaan-e-KHilaafat ho
to shauq-e-bandagii-e-vaahid-e-qahhaar paidaa kar
Azeemuddin Ahmad
Nazm
shikwa
qahr to ye hai ki kaafir ko mile.n huur o qusuur
aur bechaare musalmaa.n ko faqat vaada-e-huur
Allama Iqbal
Nazm
aurat
farz kaa bhes badaltii hai qazaa tere liye
qahr hai terii har ik narm adaa tere liye
Kaifi Azmi
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
kaun batlaa.egaa mujh ko kise jaa kar puuchhuu.n
zindagii qahr ke saa.ncho.n me.n Dhalegii kab tak
Sahir Ludhianvi
Nazm
parchhaiyan
sitamgaro.n ke siyaasii qimaar-KHaane me.n
alam-nasiib faraasat kaa mol mil na sakaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
lenin
tuu qaadir o 'aadil hai magar tere jahaa.n me.n
hai.n talKH bahut banda-e-mazduur ke auqaat
Allama Iqbal
Nazm
KHwab jo bikhar gae
KHushaa vo daur-e-be-KHudii ki justujuu-e-yaar thii
jo dard me.n suruur thaa to be-kalii qaraar thii
Amir Usmani
Nazm
zauq o shauq
fursat-e-kashmukash me.n ii.n dil be-qaraar raa
yak do shikan zyaada kun gesuu-e-taabdaar raa
Allama Iqbal
Nazm
KHuda wo waqt na lae
Guruur-e-husn saraapaa niyaaz ho teraa
taviil raato.n me.n tuu bhii qaraar ko tarse
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
kis ko ab hogaa vatan me.n aah meraa intizaar
kaun meraa KHat na aane se rahegaa be-qaraar