SEARCH RESULTS
Showing search results for "میزان"
Nazm MATCHES FOR "میزان"
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n miizaan aise aadil kii
jo apne chehre pe dohraa naqaab rakhtaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
mard musalman
قدرت کے مقاصد کا عيار اس کے ارادے
دنيا ميں بھي ميزان، قيامت ميں بھي ميزان
Allama Iqbal
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
thaame hu.e maslahat kii miizaan
har sher kaa vazn taulte ho
Ahmad Faraz
Nazm
ek shahr-ashob ka aaghaz
ab saahab-e-insaaf hai KHud taalib-e-insaaf
mohr us kii hai miizaan ba-dast-e-digraa.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
un ka jashn-e-sal-girah
fitrat na.e jazbaat ke dar khol rahii hai
miizaan-e-javaanii me.n use taul rahii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tumne likkha hai
tum zar-o-siim kii miizaan me.n tul saktii ho
pyaar biktaa nahii.n chaahat kaa ko.ii mol nahii.n
Prem Warbartani
Nazm
ek aur shahr
ik baar-e-mizhgaa.n ik lab-e-KHand
sab paimaane be-sarfa jab siim-o-zar miizaan
Noon Meem Rashid
Nazm
hum shair hote hain
to jiivan ko miizaan pe rakh kar tolaa karte hai.n
mazduurii karte hai.n
Waheed Ahmad
Nazm
na-umidi kufr hai
adl kii miizaan jab TuuTii pa.Dii ho darmiyaa.n
zindagii saarii kii saarii hii riyaa-kaarii hu.ii
Anjum Azmi
Nazm
ishq-e-na-tamam
vaqt-e-miizaan me.n jaane kyaa baat thii
tiir jo be-KHataa the KHataa ho ga.e
Khursheed Akbar
Nazm
KHat ka intizar
toltii huu.n harf saare ishq kii miizaan me.n
aur samo letii huu.n un kaa husn apnii jaan me.n
Ameer Aurangabadi
Nazm
hamein KHanon mein mat banTo
sunahrii sub.h Dhaltii shaam kii raahat hamii.n se hai
hame.n miizaan par rakhne se pahle