SEARCH RESULTS
Showing search results for "پئے"
Nazm MATCHES FOR "پئے"
Nazm
kisan
jis ke maathe ke pasiine se pa.e-izz-o-vaqaar
kartii hai daryuuza-e-taabish kulaah-e-taajdaar
Josh Malihabadi
Nazm
andeshe
dil ne aise bhii kuchh afsaane sunaa.e ho.nge
ashk aa.nkho.n ne piye aur na bahaa.e ho.nge
Kaifi Azmi
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
jis ko sab kahte hai.n hitler bhe.Diyaa hai bhe.Diyaa
bhe.Diye ko maar do golii pa.e-amn-o-baqaa
Josh Malihabadi
Nazm
jashn-e-id
'ajab thii 'iid-e-KHumistaa.n 'ajab thaa ra.ng-e-nashaat
kisii ne baada-o-saaGar kisii ne ashk piye
Shakeb Jalali
Nazm
black-out
phir pa.e-nazr na.e diida o dil le ke chaluu.n
husn kii mad.h karuu.n shauq kaa mazmuun likkhuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ustad
KHvaah saarii umr us ke paa.nv dho dho kar piye
aadmii se haq adaa hotaa hai kab ustaad kaa
Faiz Ludhianvi
Nazm
ishq aur maut
kahii.n shaaKH-e-hastii ko lagte the patte
kahii.n zindagii kii kalii phuuTtii thii
Allama Iqbal
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
aaKHir uThaa safar ko vo mard KHasta paye
ahbaab chand saath the zii-ilm-o-KHush-kalaam
Akbar Allahabadi
Nazm
main ajab aadmi hun
merii puu.njii mire qirtaas o qalam
kuchh kitaabe.n pa.e-taskiin-e-junuu.n
Akhtar Usman
Nazm
darbar1911
inqilaab-e-dahr ke ra.ngiin naqshe pesh the
thii pa.e-ahl-e-basiirat baaG-e-ibrat me.n bahaar
Akbar Allahabadi
Nazm
izhaar-e-mohabbat
sharaab-e-mohabbat ke saaGar piye hai
ye 'afzal' kaa dil bhii iraada kiye hai
Afzal Peshawari
Nazm
KHud-supurdagi
raat bhiige to puraane qisse
pa.e tartiib ko.ii aur sahaaraa Dhuu.nDe.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
mahmud-o-ayaz
pa.e-numuud rahii jis ko roz bechainii
kisii ne KHuub kasii us ko dekh kar phabtii