SEARCH RESULTS
Showing search results for "پروقار"
Nazm MATCHES FOR "پروقار"
Nazm
daraKHt mere dost
tum bahut pur-vaqaar aur saada ho
mere thaile ko jaan.naa chaahte ho
Sarvat Husain
Nazm
nanak
qaum ne paiGaam-e-gautam kii zaraa parvaa na kii
qadr pahchaanii na apne gauhar-e-yak-daana kii
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (2)
ki jazbaat kaa haatim bhii mai.n
aur ashiyaa kaa parastaar bhii mai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
taaruf
huur o Gilmaa.n kaa yahaa.n zikr nahii.n
nau-e-insaa.n kaa parastaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jawahar-lal nehru
jis ne insaano.n kii taqsiim ke sadme jhele
phir bhii insaa.n kii uKHuvvat kaa parastaar rahaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
lamhon ki parastar
vo to lamho.n kii parastaar banii baiThii hai
mai.n ne chaahaa thaa use ruuh kii raahat ke liye
Qateel Shifai
Nazm
bhaarat ke musalman
tuu dard-e-mohabbat kaa talabgaar azal se
tuu mehr-o-muravvat kaa parastaar azal se
Jagan Nath Azad
Nazm
ghulam qadir rahila
رہيلہ کس قدر ظالم، جفا جو، کينہ پرور تھا
نکاليں شاہ تيموري کي آنکھيں نوک خنجر سے
Allama Iqbal
Nazm
pand-nama
ai parastaar-e-mah-ruKHaan-e-jahaa.n
ai kamaa.n-daar-e-shaa.iraan-e-javaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
ba-shart-e-ustuwari
lekin ai azmat-e-insaa.n ke sunahre KHvaabo
mai.n kisii taaj kii satvat kaa parastaar nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
nanak
qaum ne paiGaam-e-gautam kii zaraa parvaa na kii
qadr pahchaanii na apne gauhar-e-yak-daana kii
Allama Iqbal
Nazm
parwaz
kahaa daraKHt ne ik roz murG-e-sahraa se
sitam pe Gam-kada-e-rang-o-buu kii hai buniyaad