SEARCH RESULTS
Showing search results for "یکایک"
Nazm MATCHES FOR "یکایک"
Nazm
wo
vo mire aate hii us kii nukta-parvar KHaamushii
jaise ko.ii huur ban jaa.e yakaayak falsafii
Jaun Eliya
Nazm
unki taswir dekh kar
phir yakaayak na nigaaho.n se giraayaa mujh ko
ye agar jhuuT hai to mu.nh se kaho chup kyuu.n ho
Shakeel Badayuni
Nazm
numaish-e-aligarh
gha.Dii me.n jo dekhaa to nau baj rahe the
yakaayak javaa.n kuchh mire paas aa.e
Shakeel Badayuni
Nazm
ek purani kahani
phir yakaayak kisii tiisare chor kaa Gul machaa
jo kafan bhii churaataa
Zehra Nigaah
Nazm
na marne ka dukh
yakaayak mai.n ne karvaT lii
aur aa.nkhe.n khol kar uThne kii koshish kii
Aabid Adeeb
Nazm
aaina-dar-aina
itne me.n hu.ii ik aahaT sii
mai.n sun ke yakaayak chau.nk uThaa
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
nind se pahle
sarsaraahaT sii yakaayak hu.ii parde ke qariib
saa.np saa re.ng rahaa thaa mire takiye ke qariib