SEARCH RESULTS
Showing search results for "असबाब-ए-हस्त"
Nazm MATCHES FOR "असबाब-ए-हस्त"
Nazm
lauh-o-qalam
asbaab-e-Gam-e-ishq baham karte rahe.nge
viiraani-e-dauraa.n pe karam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shama
baa.ndhaa mujhe jo us ne to chaahii mirii numuud
tahriir kar diyaa sar-e-diivaan-e-hast-o-buud
Allama Iqbal
Nazm
subh ka saman
dekh kar be-saaKHta hotaa hai dil behad magan
har taraf ik jalva-e-shaadaab-e-hast-o-buud hai
Chaudhary Kalka Prashad Ijad Biswani
Nazm
shab-o-roz tamasha
saath har saa.ns ke hai silsila-e-hast-o-buud
Gam-e-aafaaq ko Thukraa.e.n kare.n tark-e-jahaa.n
Waheed Akhtar
Nazm
wazir ka KHwab
sun ke ye farzand se hotii hai hairaanii mujhe
''likh diyaa min-jumla-e-asbaab-e-viiraanii mujhe''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
tarah-e-nau
sehn-e-jahaa.n me.n raqs-kunaa.n hai.n tabaahiyaa.n
aaqaa-e-hast-o-buud kii san.at-garii kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
main albam ke waraq jab bhi ulaTta hun
zamaane kho ga.e aa.inda o rafta ke mele me.n
zamiine.n gum hu.ii.n paikaar-e-has-o-niist me.n aisii
Ain Tabish
Nazm
raqqasa-e-hayat se
phuulo.n pe raqs aur na bahaaro.n pe raqs kar
gulzaar-e-hast-e-buud me.n KHaaro.n pe raqs kar
Shakeel Badayuni
Nazm
bulbul
ki dard-ma.nd dilo.n kii ko.ii sadaa samjhuu.n
sivaa ik aah ke saamaan-e-hast-o-buud hai kyaa
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
urdu-e-mualla
dhuup chhaa.n ke rang kii hai vo qabaa-e-hast-o-buud
kaar-gaah-e-hind se mansuub jis ke taar-o-puud
Safi Lakhnavi
Nazm
ban-bas
ghar se laayaa thaa jo kuchh tab-e-ravaa.n zehn-e-rasaa
saath us ke rahe asbaab-e-tabaahii ban kar