SEARCH RESULTS
Showing search results for "कसरत-ए-मअनी"
Nazm MATCHES FOR "कसरत-ए-मअनी"
Nazm
dil-e-nadan
isyaa.n ko garche rahmat-e-yazdaa.n pe naaz hai
rahmat ko afv-e-kasrat-e-isyaa.n pe naaz hai
Narayan Das Puri
Nazm
aaina-KHane ke qaidi se
ik ikaa.ii par usii kii zarb se
kasrat-e-vahdat kaa paidaa hai tilism
Ameeq Hanafi
Nazm
nakaami
kasrat-e-Gam bhii mire Gam kaa mudaavaa na hu.ii
mere bechain KHayaalo.n ko sukuun mil na sakaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
kasrat-e-aulad
kasrat-e-aulaad se ham is qadar bezaar hai.n
ab to begam se alag rahne ko bhii tayyaar hai.n
Nashtar Amrohvi
Nazm
insan
hai dekhne me.n zarra pe sad mahr dar baGal
vahdat hai is kii kasrat-e-ashiyaa liye hu.e
Azeemuddin Ahmad
Nazm
abhi waqt hai lauT jao
suno kasrat-e-KHaak me.n basne vaalo
suno tausan-e-barq-raftaar par kaThiyaa.n kasne vaalo
Rafiq Sandelvi
Nazm
kasrat-e-aulad
mai.n jise kahtaa thaa ghar vo aaj tifl-aabaad hai
merii tanhaa jaan hai aur kasrat-e-aulaad hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
makin nahin koi
isii ke husn-e-tamaazat se vahdat-o-kul hai.n
ye chaaro.n or jo dikhtii hai kasrat-e-vahdat
Nadeem Najid
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
banaayaa zarro.n kii tarkiib se kabhii aalam
KHilaaf-e-ma.ani-e-taaliim-e-ahl-e-dii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
mauzu-e-suKHan
apne afkaar kii ash.aar kii duniyaa hai yahii
jaan-e-mazmuu.n hai yahii shaahid-e-ma.anii hai yahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
wo harf-e-tanha
jo aarzuu-e-visaal-e-ma.anii me.n jii rahaa ho
jo harf-e-ma.anii kii yak-dilii ko taras gayaa ho
Noon Meem Rashid
Nazm
mir
yuusuf-e-mulk-e-ma.aanii piir-e-kan.aan-e-suKHan
hai tirii har bait ahl-e-dard ko bait-ul-huzan