SEARCH RESULTS
Showing search results for "काँटे"
Nazm MATCHES FOR "काँटे"
Nazm
wo subh kabhi to aaegi
apne kaale kartuuto.n par jab ye duniyaa sharmaa.egii
vo sub.h kabhii to aa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
jo kaa.nTe huu.n sab apne daaman me.n rakh luu.n
sajaa.uu.n mai.n kaliyo.n se raahe.n tumhaarii
Tahir Faraz
Nazm
saqi-nama
usii ke bayaabaa.n usii ke babuul
usii ke hai.n kaa.nTe usii ke hai.n phuul
Allama Iqbal
Nazm
dua
harf-e-haq dil me.n khaTaktaa hai jo kaa.nTe kii tarah
aaj iz.haar kare.n aur KHalish miT jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lenin
jab tak mai.n jiyaa KHema-e-aflaak ke niiche
kaa.nTe kii tarah dil me.n khaTaktii rahii ye baat
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri mulaqat
vo fitna-sar ga.e jinhe.n kaa.nTe aziiz the
ab kuchh nahii.n to nii.nd se aa.nkhe.n jalaa.e.n ham
Akhtarul Iman
Nazm
apni malka-e-suKHan se
zarre ko aaftaab to kaa.nTe ko phuul kar
ai ruuh-e-sher sajda-e-shaa.ir qubuul kar
Josh Malihabadi
Nazm
hubb-e-watan
kaaTe khaataa hai baaG bin tere
gul hai.n nazro.n me.n daaG bin tere
Altaf Hussain Hali
Nazm
munajat-e-bewa
kis se kahuu.n kis taur se kaaTe.n
KHair kaTe.n jis taur se kaaTe.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
panw se lahu ko dho Dalo
ham kyaa karte kis rah chalte
har raah me.n kaa.nTe bikhre the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shairi sach bolti hai
mai.n ne is fikr me.n kaaTe.n ka.ii raate.n ka.ii din
mire shero.n me.n tiraa naam na aa.e lekin
Qateel Shifai
Nazm
ye sarae hai
chand Gazle.n thii.n ki likkhe.n kabhii likh kar kaaTe.n
sher achchhe the jo sun lo to kaleja thaamo
Ibn e Insha
Nazm
chhabbis january
aa jald aa ki aa ga.ii chhabbiis january
kaa.nTe ho.n chaahe phuul ho.n fasl-e-bahaar ke