SEARCH RESULTS
Showing search results for "कूचा-ए-जाँ"
Nazm MATCHES FOR "कूचा-ए-जाँ"
Nazm
dost sach much bahut zaruri hain
phir bhii mujh jaise aadmii ke liye
kuucha-e-jaa.n me.n raushnii ke liye
Shakeel Jamali
Nazm
aaKHiri lamha
ba.Dii hai baat jo tum rang-e-gul nikhaar sako
ye duur daur-e-jahaa.n kaash tum ko raas aa.e
Jan Nisar Akhtar
Nazm
zindagi
arsa-e-dahr pe sarmaaya o mehnat kii ye ja.ng
amn o tahziib ke ruKHsaar se u.Dtaa hu.aa ra.ng
Jan Nisar Akhtar
Nazm
ajab hai khel carrom ka
jahaa.n pe jaa ke ye raanii usii kii ho ke rah jaa.e
ajab hai khel carrom kaa
Ibn-e-Mufti
Nazm
ye kaun aaya
KHaakistar-e-dil ko hai phir shola-ba-jaa.n honaa
hairat kaa jahaa.n honaa hasrat kaa nishaa.n honaa
Ibn e Insha
Nazm
gulha-e-aqidat
kaise kaise aql ko de kar dilaase jaan-e-jaa.n
ruuh ko taskiin dii hai dil ko samjhaayaa bhii hai
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
chaar fitne
sub.h ko roz aKHbaar pa.Dhtii hai ye
bhaa.ii bahno.n se phir jaa ke la.Dtii hai ye
Aale Ahmad Suroor
Nazm
sham hai dhuan dhuan
KHushbuu bhii u.Dii
aur gesuu-e-shab me.n jaa uljhii
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Nazm
itna malum hai!
mai.n yahaa.n huu.n magar us kuucha-e-ra.ng-o-buu me.n
roz kii tarah se vo aaj bhii aayaa hogaa
Parveen Shakir
Nazm
aao ki koi KHwab bunen
tahziib-e-zindagii ke faroG-e-vatan ke KHvaab
zindaa.n ke KHvaab kuucha-e-daar-o-rasan ke KHvaab
Sahir Ludhianvi
Nazm
yakum may
kohsaaro.n me.n hu.ii
naam-e-gul naam-e-sabaa naam-e-sahar vird-e-zabaa.n