SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ंदा-ज़न"
Nazm MATCHES FOR "ख़ंदा-ज़न"
Nazm
europe ki pahli jhalak
baad-o-baaraa.n se ulajhtaa KHanda-zan girdaab par
ik jaziira tairtaa jaataa hai sat.h-e-aab par
Jagan Nath Azad
Nazm
shikwa
KHanda-zan kufr hai ehsaas tujhe hai ki nahii.n
apnii tauhiid kaa kuchh paas tujhe hai ki nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
numaish mein
sitaaro.n kii nigaahe.n jhuk ga.ii hai.n
zamii.n phir KHanda-zan hai aasmaa.n par
Asrarul Haq Majaz
Nazm
diwali aur diwali milan
zindagii se hai hairaan yamraaj bhii
aaj har diip a.ndhere pe hai KHanda-zan
Nazeer Banarasi
Nazm
inqilab
ye a.ndherii raat aur KHvaab-e-sahar
hai mashiyyat KHanda-zan insaan par
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
be-takalluf KHanda-zan hai.n fikr se aazaad hai.n
phir usii kho.e hu.e firdaus me.n aabaad hai.n
Allama Iqbal
Nazm
tarah-e-nau
ibliis KHanda-zan hai mazaahib kii laash par
paiGambaraan-e-dahr kii paiGambarii kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
ham-zad
aur naadiida KHudaa.o.n kaa hujuum
KHanda-zan aa.nkho.n se us kii naa-rasaa.ii kaa tamaashaa dekh
Ahmed Shamim
Nazm
mirza ghaalib
shaahid-e-mazmuu.n tasadduq hai tire andaaz par
KHanda-zan hai Guncha-e-dillii gul-e-shiiraaz par
Allama Iqbal
Nazm
apni malka-e-suKHan se
tere karam se sher-o-adab kaa imaam huu.n
shaaho.n pe KHanda-zan huu.n ki teraa Gulaam huu.n
Josh Malihabadi
Nazm
sal-e-nau
har shaKHs aaj dekho masruur hai magan hai
har piir shaadmaa.n hai har tifl KHanda-zan hai