SEARCH RESULTS
Showing search results for "खाई"
Nazm MATCHES FOR "खाई"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
KHaak me.n luTh.De hu.e KHuun me.n nahlaa.e hu.e
jism nikle hu.e amraaz ke tannuuro.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
me.n kaise miiThii baat karuu.n
jab mai.n ne miThaa.ii khaa.ii nahii.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
clerk ka naghma-e-mohabbat
us me.n se aadhii khaa.ii thii
baaqii jo bachii vo meraa aaj kaa naashta hai
Meeraji
Nazm
pandrah august
yahii.n to khaa.ii thii ham sab ne ye qasam us din
yahii.n se nikle the apne safar pe ham us din
Javed Akhtar
Nazm
roTiyan
chuulhe ke aage aa.nch jo chaltii huzuur hai
jitne hai.n nuur sab me.n yahii KHaas nuur hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
barsat ki bahaaren
khaa puuriyaa.n kisii ko hai.n lag rahe maro.De
aate hai.n dast jaise dau.De.n iraaqii gho.De
Nazeer Akbarabadi
Nazm
bint-e-hawwa
kitne valiyo.n ne mire haath kii roTii khaa.ii
kitne shaaho.n ne mire paa.nv me.n jannat paa.ii
Hina Rizvi
Nazm
munajat-e-bewa
azal kii big.Dii KHaak banegii
tuu jo chaahe vo nahii.n Taltaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
isi do-rahe par
ab na un uu.nche makaano.n me.n qadam rakhuu.ngaa
mai.n ne ik baar ye pahle bhii qasam khaa.ii thii
Sahir Ludhianvi
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
tujh se iqraar-e-mohabbat kii sazaa paa.ii hai
ham ne is mulk me.n jhaTke kii chikan khaa.ii hai
Khalid Irfan
Nazm
judai
hayaat terii judaa.ii kii choT khaa.ii hu.ii
mirii in aa.nkho.n se ab nii.nd parda kartii hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
makan
moch khaa.ii hu.ii kuchh khi.Dkiyaa.n tirchhii sii kha.Dii hai.n
kaa.nch dhundlaa.e hu.e chaTKHe hu.e
Gulzar
Nazm
is gali ke moD par
burzhvaa samaaj hai
luuT maar choriyaa.n is kaa vasf-e-KHaas hai