SEARCH RESULTS
Showing search results for "खोजना"
Nazm MATCHES FOR "खोजना"
Nazm
ek manzar aasman jaisa
taasiir ko apne lahje me.n panaah de kar
aasmaan tak du.aa.o.n kaa raasta khojnaa hai
Muneer Ahmad Firdaus
Nazm
nazm
vahii anjaam thaa jo 'ishq kaa aaGaaz se hai
tujh ko paayaa bhii nahii.n thaa ki tujhe khonaa thaa
Tahzeeb Hafi
Nazm
hawa us se kahna
ki ham ne tujhe khojne kii sabhii KHvaahisho.n ko
udaasii kii diivaar me.n chun diyaa hai
Mohsin Naqvi
Nazm
nakaami
mai.n ne har chand Gam-e-ishq ko khonaa chaahaa
Gam-e-ulfat Gam-e-duniyaa me.n samonaa chaahaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek shaera ki shadi par
apnii doshiiza bahaaro.n ko na khonaa thaa kabhii
vo kalii thii tuu jise phuul na honaa thaa kabhii
Akhtar Shirani
Nazm
bulbul
jahaa.n o kaar-e-jahaa.n se rahe subukdoshii
mataa-e-hosh ko ik justujuu me.n khonaa hai
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
mujhe Dar lagta hai
yuu.n to ab kyaa hai jo khonaa hai mujhe
ab to bas chain se sonaa hai mujhe
Abrar Ahmad
Nazm
yaad-e-mazi
jis me.n har shai se pyaar hotaa hai
jis me.n khonaa bhii ik ibaadat hai