SEARCH RESULTS
Showing search results for "जागते"
Nazm MATCHES FOR "जागते"
Nazm
parchhaiyan
na jaane kitnii kashaakash se kitnii kaavish se
ye sote jaagte lamhe churaa ke laa.e hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ruh dekhi hai kabhi!
jaagte jiite hu.e duudhiyaa kohre se lipaT kar
saa.ns lete hu.e us kohre ko mahsuus kiyaa hai?
Gulzar
Nazm
o des se aane wale bata
sab maathe pe gaagar dhartii hai.n
aur apne gharo.n ko jaate hu.e
Akhtar Shirani
Nazm
tu nahin jaanti
log kyo.n raat ko uTh ke rote hai.n sote nahii.n
tuu ne ab tak ko.ii shab agar jaagte bhii guzaarii
Tahzeeb Hafi
Nazm
yaad
machalte, muskuraate, jaagte, jazbaat kaa manzar
tasavvur-aafrii.n vo shaah-paare yaad aate hai.n
Shaukat Pardesi
Nazm
sham-e-ayaadat
hayaat kyaa inhe.n haqiiqato.n se honaa be-KHabar
jo aa.nkh jaagtii rahii hai aadmii kii maut par
Firaq Gorakhpuri
Nazm
be-shumar aankhen
jis taraf bhii ham dekhe.n
TuuTte hu.e lamhe bhaagte hu.e raste jaagte hu.e manzar
Shahzad Ahmad
Nazm
aashob-e-agahi
ko.ii batlaa.e mujhe
mere in jaagte KHvaabo.n kaa muqaddar kyaa hai?
Amjad Islam Amjad
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
reg ai sahraa kii reg
mujh ko apne jaagte zarro.n ke KHvaabo.n kii
Noon Meem Rashid
Nazm
naqqad
jaagte rahte hai.n dil kii mahfil-e-KHaamosh me.n
band kar lete hai.n aa.nkhe.n nutq ke aaGosh me.n
Josh Malihabadi
Nazm
doraha
sochte sochte thak jaa.e.nge niile saagar
jaagte jaagte so jaa.egaa maddham aakaash