SEARCH RESULTS
Showing search results for "जान-ए-हया"
Nazm MATCHES FOR "जान-ए-हया"
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
us jaan-e-hayaa kaa bas nahii.n kuchh be-bas hai paraa.e bas me.n hai
Akhtar Shirani
Nazm
eid us pari-wash ki
ye tohfa-e-ash.aar hai nazraan-e-ulfat
ai jaan-e-hayaa jaan-e-vafaa eid-mubaarak
Abdul Ahad Saaz
Nazm
ye parda bhi uTha dena tha
ek gum-karda-e-manzil ko mirii jaan-e-hayaa
tum ko ik baar bas ik baar sadaa denaa thaa
Anjum Azmi
Nazm
be-wafa kaise banun
KHalvat-e-Gam ke dariicho.n pe ye dastak kaisii
ai mirii faKHr-e-vafaa rashk-e-chaman jaan-e-hayaa
Imtiyaz Ahmad Qamar
Nazm
gulha-e-aqidat
kaise kaise aql ko de kar dilaase jaan-e-jaa.n
ruuh ko taskiin dii hai dil ko samjhaayaa bhii hai
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
haar jit
merii ban jaane pe aamaada hai vo jaan-e-hayaat
jo kisii aur se paimaan-e-vafaa rakhtii hai
Mustafa Zaidi
Nazm
judai-e-watan
aur ik kone me.n vo duur kha.Dii jaan-e-hayaat
apne afsurda se chehre pe jo Daale thii naqaab
Raghib Dehlvi
Nazm
nura
ki sham-e-hayaa rah ga.ii jhilmilaa kar
nahii.n jaantii hai miraa naam tak vo
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHabar
vahii badlii thii ufuq par vahii unvaan-e-hayaa
dono.n takte rahe mab.huut nigaaho.n se jamaal
Yusuf Zafar
Nazm
etiraf
tumhii ho jaan-e-hayaat
mai.n KHush-nasiib ki tum ho merii shariik-e-hayaat