SEARCH RESULTS
Showing search results for "तफ़्सीर"
Nazm MATCHES FOR "तफ़्सीर"
Nazm
yaad
thartharaate hu.e siimaab kii tafsiir bhii kyaa
raqs karte hu.e sho.ale kaa junuu.n kyaa kahiye
Mustafa Zaidi
Nazm
aap-biti
sirf ehsaas me.n haalaat kii tafsiir kahaa.n
sirf fariyaad me.n zaKHmo.n kii vo zanjiir kahaa.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
mazduur kii shaukat kaa hai jo mas.ala-e-KHaas
is mas.ala-e-KHaas kii tafsiir yahii hai
Arsh Malsiyani
Nazm
naqqad
sher kii tahliil se pahle mirii taqriir sun
KHud zabaan-e-sher se aa sher kii tafsiir sun
Josh Malihabadi
Nazm
iqbaal ka sher
iimaan kii tafsiir qalandar kaa taraana
samjhe to palaT aa.e bulandii pe zamaana
Maikash Akbarabadi
Nazm
nae aadmi ki talash mein:
jo ta.abiir-o-tafsiir aglo.n ne kii thii
ma.aanii-o-mafhuum jo un pe chaspaa.n kiye the
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
apne apne suraKHon ka Dar
phir kaun tere husn kii tafsiir likkhegaa? bataa!
phir ye tasalsul raat din kaa
Abbas Athar
Nazm
dilli
allaah is kii azmat-e-dii.n kaa aliim hai
tafsiir-e-dil hadiis-e-KHudii kaa fahiim hai
Gulzar Dehlvi
Nazm
dukhon ki apni ek tafsir hoti hai
dukho.n kii apnii ik tafsiir hotii hai
jo apne lafz KHud iijaad kartii hai
Yasmeen Hameed
Nazm
mawara
haa.e vo sher ki mauzuu.n na hu.aa jo taa-umr
tuu usii sher kii tafsiir banii jaatii hai
Prem Warbartani
Nazm
la bhi hai ek guman
''laa'' se tahziib zamaane kii hu.ii
''laa'' kii tafsiir nahii.n hai mumkin
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
KHwab
kisii sahiife kii tafsiir tarjuma tiraa jism
kisii qadiim qalam se likhaa hu.aa tiraa ism
Sadiya Safdar Saadi
Nazm
anmol ratan
bhaarat kaa anmol ratan the maulaanaa aazaad
dil ko raushan kar detii hai tafsiir-e-qur.aan