SEARCH RESULTS
Showing search results for "नाख़ुदा"
Nazm MATCHES FOR "नाख़ुदा"
Nazm
shahr ilm ke darwaze par
aliim jaane vo ilm ke kaun se safiino.n kaa naa-KHudaa thaa
mujhe to bas sirf ye KHabar hai
Iftikhar Arif
Nazm
surud
naaKHudaa duur havaa tez, qarii.n kaam-e-naha.ng
vaqt hai phe.nk de lahro.n me.n safiina apnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
status marriage
naav jo mujh ko milii zinda thaa is kaa naaKHudaa
merii manzuur-e-nazar pahle se thii shaadii-shudaa
Khalid Irfan
Nazm
zara sabr!
naav ma.njdhaar se be-KHauf-o-KHatar khelegii
naaKHudaa barbat-e-tuufaa.n pe rajaz-KHvaa.n ho.nge
Shorish kashmiri
Nazm
tulsidas
Garq hone par thaa jab be.Daa hamaarii qaum kaa
gosha-e-uzlat me.n 'tulsii' naaKHudaa paidaa hu.aa
Jagat Mohan Lal Ravan
Nazm
yaran-e-najd
ai naaKHudaa bha.nvar se kashtii merii bachaa kar
yaaraan-e-aashnaa se bahr-e-KHudaa milaanaa
Khushi Mohammad Naazir
Nazm
do-aba bast jalandhar
zindagii kii Doltii kashtii ke kitne naaKHudaa
kitne mardaan-e-haqiiqat kosh kitne baa-KHudaa
Arsh Malsiyani
Nazm
do gadhe
mujh se ba.Dh saktaa hai kyaa ye bhii kahii.n
naaKHudaa huu.n aaj mai.n hii bil-yaqiin
Ghulam Khwaja Moinuddin Yateem
Nazm
ilm
ilm kii vus.at kaa ko.ii bhii siraa hotaa nahii.n
ilm kii kashtii kaa ko.ii naaKHudaa hotaa nahii.n
Basant Lakhnavi
Nazm
clerk
hotaa hai kaun kashtii-e-file kaa naaKHudaa
afsar nahii.n hai.n is kii haqiiqat se aashnaa