SEARCH RESULTS
Showing search results for "पड़ी"
Nazm MATCHES FOR "पड़ी"
Nazm
saza
tum mujh ko jaan kar hii pa.Dii ho azaab me.n
aur is tarah KHud apnii sazaa ban gayaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Nazm
kitaben
ka.ii lafzo.n ke ma.anii gir pa.De hai.n
binaa patto.n ke suukhe TunD lagte hai.n vo sab alfaaz
Gulzar
Nazm
hasan kuza-gar (1)
sa.ng-basta pa.Dii thii
suraahii-o-miinaa-o-jaam-o-subuu aur faanuus o gul-daa.n
Noon Meem Rashid
Nazm
naya shiwala
suunii pa.Dii hu.ii hai muddat se dil kii bastii
aa ik nayaa shivaala is des me.n banaa de.n
Allama Iqbal
Nazm
hallucination
mai.n apne band kamre me.n pa.Daa huu.n
aur ik diivaar par nazre.n jamaa.e
Ammar Iqbal
Nazm
jugnu
biphar ga.e the hamaare vatan ke piir o javaa.n
dayaar-e-hind me.n ran pa.D gayaa thaa chaar taraf
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ramaen ka ek sin
saKHtii sahii nahii ki uThaa.ii ka.Dii nahii
duniyaa me.n kyaa kisii pe musiibat pa.Dii nahii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
ja.ngal pe lapak rahe hai.n shole
taa.uus ko raqs kii pa.Dii hai
Ahmad Faraz
Nazm
hinDola
bahut se aur masaa.ib bhii mujh pe TuuT pa.De
mai.n Dhuu.nDhne lagaa har samt sachchii jhuuTii panaah
Firaq Gorakhpuri
Nazm
barsat ki bahaaren
kar shor mor bagule jha.Diyo.n kaa mu.nh bulaave.n
pii pii kare.n papiihe me.nDak malaare.n gaave.n