SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़िक्र-ए-उक़्बा"
Nazm MATCHES FOR "फ़िक्र-ए-उक़्बा"
Nazm
do ishq
jab fikr-e-dil-o-jaa.n me.n fuGaa.n bhuul ga.ii hai
har shab vo siyah bojh ki dil baiTh gayaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hamara bakra
ahl-e-duniyaa ne dikhaa.ii jo chhurii
samt-e-uqbaa ko sidhaaraa bakraa
Shaheen Iqbal Asar
Nazm
KHun-e-tamanna
sa.D chuke is ke anaasir haT chukaa soz-e-hayaat
ab tujhe fikr-e-ilaaj-e-dard-e-insaa.n hai to kyaa
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
KHat ka jawab
aur ab jab ki zindagii ke liye
ko.ii fikr-e-nashaat-o-Gam bhii nahii.n
Daur Afridi
Nazm
shikwa
phir ye aazurdagi-e-Gair sabab kyaa ma.anii
apne shaidaa.o.n pe ye chashm-e-Gazab kyaa ma.anii
Allama Iqbal
Nazm
shair-e-mashriq ki arz-dasht
maGrib kii shaam apnii sahar se hasii.n hai kyuu.n
is kashmakash me.n daulat-e-uqbaa bhii chhin ga.ii
Zaheer Siddiqui
Nazm
bhagwan-kirshn
fikr-e-duniyaa-o-aaqibat hii nahii.n
zaamin-e-do-jahaa.n hai meraa kirshn
Charkh Chinioti
Nazm
zawal-e-maghrib
sitam-rasiida jahaa.n ke na naale sunte hai.n
na fikr-e-diishab-o-imroz kii giraa.n-baarii
Akhlaq Ahmad Ahan
Nazm
jaeza
baarhaa fikr-e-dil-o-jaa.n bhii sharar-baar hu.ii
apne maahaul ke me.aar pe KHud ko parkhaa
Muslim Shameem
Nazm
haqaeq
Gam ko KHud aakar bahaa jaa.egii mauj-e-suruur
dekhtaa kyaa hai uTh aur fikr-e-mai-o-paimaana kar
Zafar Ali Khan
Nazm
kaun le gaya
hal kar diyaa thaa jis ne mu.amma shabaab kaa
tujh se vo fikr-e-uqda-kushaa kaun le gayaa
Josh Malihabadi
Nazm
nae sal ki subh
dil kii aa.nkho.n se pare merii nigaaho.n se pare
phir vahii fikr-e-safar fikr-e-talab fikr-e-zavaal
Sohan Rahi
Nazm
naqqad
sach bataa ai aashiq-e-deriina-e-fikr-e-ma.aash
zahr me.n tiryaak ke unsur kii bhii kii hai talaash