SEARCH RESULTS
Showing search results for "मतला-ए-अव्वल"
Nazm MATCHES FOR "मतला-ए-अव्वल"
Nazm
lafz
lafz me.n matl.a-e-KHurshiid-e-daraKHshaa.n
lafz naira.ng-e-ayyaam kii dha.Dkan
Ejaz Farooqi
Nazm
kab se mahw-e-safar ho
jaagtii raat kii tiirgii ko
kis tarah matl.a-e-nuur-e-yazdaa.n banaayaa
Sajida Zaidi
Nazm
nazr-e-ghaalib
jab ga.nvaa aa.e mataa-e-hastii
tab hame.n jaa.n kaa zarar yaad aayaa
Sajida Zaidi
Nazm
aaj ki raat
chaa.nd ik matl.a-e-anvaar-e-daraKHshaa.n hii sahii
ek tasviir hai hairat kii magar aaj kii raat
Qazi Ghulam Mohammad
Nazm
hubb-e-watan
maGrib ko bhii miltaa thaa kabhii faiz yahaa.n se
bhaarat thaa zamaane me.n kabhii matla-e-anvaar
Ameer Chand Bahar
Nazm
diwali
konaa konaa gosha gosha matla’-e-anvaar hai
ho ga.e afsurda chehre bhii KHushii se laal aaj
Prem Pal Ashk
Nazm
chand
inhii shu.aa.o.n se chamkaa hai siina-e-aalam
hu.aa hai matla-e-anvaar diida-e-aadam
Fazlurrahman
Nazm
aurat
sub.h-dam jab gosha gosha matla-e-anvaar thaa
zarra zarra aalam-e-naira.ng kaa sarshaar thaa
Shaad Aarfi
Nazm
shahidon ko salam
taariikiyo.n ko matla-e-anvaar kah ga.e
zulm-o-sitam ko taala-e-bedaar kah ga.e
Nazish Partap Gadhi
Nazm
be-nishan
raat yuu.n biit ga.ii jaise ki niklaa hii na thaa
matla-e-shauq pe vo maah-e-tamaam
Mughni Tabassum
Nazm
suraj garhan
chhaa ga.ii afsurdagii aisii dar-o-diivaar par
yuurish-e-zulmat ho jaise matla-e-anvaar par
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
ek desi hasina se mulaqat
har uzv-e-badan misra-e-Gaalib kii tarah thaa
chehre kii chamak matla-e-haalii kii tarah thii
Khalid Irfan
Nazm
tamiri taKHrib
narm-o-naazuk taabisho.n se zau-fagan hai aaftaab
aasmaa.n kaa matl.a-e-rangii.n hai mahruum-e-sahaab
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
bhaarat ke musalman
daanish-kada-e-dahr kii ai sham-e-farozaa.n
ai matla-e-tahziib ke KHurshiid-e-daraKHshaa.n
Jagan Nath Azad
Nazm
taswir ka dusra ruKH
sho.ala-e-be-baak bhii hai matla-e-anvaar bhii
sham.a kii fitrat me.n Gaafil nuur bhii hai naar bhii