SEARCH RESULTS
Showing search results for "मर्सिया"
Nazm MATCHES FOR "मर्सिया"
Nazm
jawab-e-shikwa
masjide.n marsiyaa.n-KHvaa.n hai.n ki namaazii na rahe
yaanii vo sahib-e-ausaaf-e-hijaazii na rahe
Allama Iqbal
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
urdu kaa janaaza hai zaraa dhuum se nikle
hai marsiyaa.n-KHvaa.n qaum hai.n urdu ke bahut kam
Rais Amrohvi
Nazm
nur-jahan ke mazar par
sard shaaKHo.n me.n havaa chiiKH rahii hai aaise
ruuh-e-taqdiis-o-vafaa marsiyaa.n-KHvaa.n ho jaise
Sahir Ludhianvi
Nazm
husn aur maut
sukuut-e-shab me.n farishto.n kii marsiya-KHvaanii
tavaaf karne ko sub.h-e-bahaar aatii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
marsiya-e-dehli-e-marhum
tazkira dehli-e-marhuum kaa ai dost na chhe.D
na sunaa jaa.egaa ham se ye fasaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
marsiya
udaas yaado.n kii muzmahil raat biit bhii jaa
ki merii aa.nkho.n me.n ab lahuu hai na KHvaab ko.ii
Obaidullah Aleem
Nazm
ek shaera ki shadi par
bulbul-e-mast-navaa dasht me.n kyuu.n rahne lagii
naGma-e-tar kii jagah marsiya kyuu.n kahne lagii
Akhtar Shirani
Nazm
nazm kya hai
masnavii ho qasiida ho yaa marsiya
nazm kaa miltaa hai bachcho ham ko pataa
Hafiz Karnataki
Nazm
marsiya-e-dehli 4
tazkira dehlii-e-marhuum kaa ai dost na chhe.D
na sunaa jaa.egaa ham se ye fasaana hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
marsiya sisli
رولے ابدل کھول کر تو اے دل خونابہ بار
یہ نظر آتا ہے تہذیب حجازی کر مزار
Allama Iqbal
Nazm
KHud-kushi aur qatl
ye mere KHvaabo.n kaa marsiya hai
ye maatamii hai.n jo giit gaate hai.n naachte hai.n
Muhammad Raza Hyderi
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
laraz rahaa thaa vatan jis KHayaal ke Dar se
vo aaj KHuun rulaataa hai diida-e-tar se
Chakbast Braj Narayan
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
maut ne raat ke parde me.n kiyaa kaisaa vaar
raushani-e-sub.h vatan kii hai ki maatam kaa Gubaar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
marsiya kya hai
nazm jo marne vaalo.n ke Gam me.n likhe.n
us ko ham ai miyaa.n marsiya hii kahe.n
Hafiz Karnataki
Nazm
mir-anis
manzar-o-marsiya-o-razm-o-saraapaa kyaa kyaa
na likhaa miir-aniis aap ne tanhaa kyaa kyaa