SEARCH RESULTS
Showing search results for "मौज-ए-बला"
Nazm MATCHES FOR "मौज-ए-बला"
Nazm
mujhe khol taza hawa mein rakh
kabhii dopahar ke KHumaar me.n
kisii aks-e-mauj-e-balaa me.n rakh
Farrukh Yar
Nazm
zindagi
aa.iiye ham aap ko batlaa.e.n kyaa hai zindagii
mauj-e-Gam hai ek tuufaan-e-balaa hai zindagii
Maroof Raebarelvi
Nazm
shikwa
tuu jo chaahe to uThe siina-e-sahraa se habaab
rah-rav-e-dasht ho sailii-zada-e-mauj-e-saraab
Allama Iqbal
Nazm
aawara
muntazir hai ek tuufaan-e-balaa mere liye
ab bhii jaane kitne darvaaze hai.n vaa mere liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
zindan ki ek sham
lahlahaate hai.n jis tarah dil me.n
mauj-e-dard-e-firaaq-e-yaar aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHuda ka sawal
ye paanii havaa aur ye shams-o-qamar
ye mauj-e-ravaa.n ye kinaara bha.nvar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
ye dard mauj-e-sabaa hu.aa hai
ye aag dil kii sadaa banii hai
Ahmad Faraz
Nazm
kaun le gaya
thaa lutf pahle qahr me.n ab sirf qahr hai
zulmat se mauj-e-aab-e-baqaa kaun le gayaa
Josh Malihabadi
Nazm
hamara Dar khule
hamaare raasto.n ko dhuul karte hai.n
ko.ii ik aayat-e-radd-e-balaa
Mahmood Sana
Nazm
ab KHub hansega diwana
sab la.ng.De luule naache.nge
girdaab-e-balaa ban jaa.e.nge
Hafeez Jalandhari
Nazm
haidar aabaad
bahisht-e-nazar murG-zaar-e-Gazaalaa.n
havaa terii mauj-e-mai-o-angbii.n hai