SEARCH RESULTS
Showing search results for "शहीद-ए-रस्म-ए-गुलिस्ताँ"
Nazm MATCHES FOR "शहीद-ए-रस्म-ए-गुलिस्ताँ"
Nazm
ye kaun aaya
KHvaabo.n ke gulistaa.n kii KHush-buu-e-dil-aaraa hai
yaa sub.h-e-tamannaa ke maathe kaa sitaaraa hai
Ibn e Insha
Nazm
lal-bahadur-shastari
shahiid-e-qaum hai ko.ii ko.ii shahiid-e-vatan
bajaa hai tujh ko kahuu.n mai.n agar shahiid-e-vatan
Arsh Malsiyani
Nazm
jawahar-lal
usii se taaza hu.ii rasm-e-nekii-o-KHuubii
usii ke dam se vatan par thaa rahmato.n kaa nuzuul
Arsh Malsiyani
Nazm
qurratulain ki ruKHsati par
aa.ngan un kii KHushbuu se the mahke
aah magar ye rasm-e-duniyaa
Syed Javed Akhtar
Nazm
shahid-e-azadi
ek insaan bhii taariiKH badal saktaa hai
jab bhagat-singh yaad aataa hai
Jamal Bharti
Nazm
shahid-e-watan
dekhiye in jiine vaalo.n kaa nishaan-e-zindagii
dekhiye in marne vaalo.n kaa jahaan-e-zindagii
Josh Malsiani
Nazm
rasm-e-ijra
bas ek baar tujhe dekhne kii KHvaahish thii
ye rasm-e-ijraa kii mahfil to ik bahaana thaa
Khalid Azmi
Nazm
KHana-abaadi
ye rasm-e-inqitaa.a ahd-e-ulfat ye hayaat-e-nau
mohabbat ro rahii hai aur tamaddun muskuraataa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
yaad kar ke tujhe mazluum-e-vatan ro.e.nge
banda-e-rasm-e-jafaa chain se ab so.e.nge
Chakbast Braj Narayan
Nazm
chand ki fariyaad
rasm-e-diidaar-e-hilaal-e-iid, afsaana hu.ii
baam par us dam cha.Dhe, jis vaqt farzaana hu.ii
Khalid Irfan
Nazm
holi
taa-ba-kai ye rasm-e-bejaa taa-ba-kai ye sufla-pan
aa.o khele.n KHuun kii holii javaanaan-e-vatan
Shatir Hakeemi
Nazm
rah-o-rasm-e-ashnai
zamii.n na.ii thii, falak naa-shanaas thaa jab ham
tirii galii se nikal kar suu-e-zamaana chale
Mustafa Zaidi
Nazm
shahid-e-hurriyat
sadaa taabinda paa.inda rahe.nge
shahiid-e-hurriyat zinda rahe.nge