SEARCH RESULTS
Showing search results for "शाहकार"
Nazm MATCHES FOR "शाहकार"
Nazm
KHuda ka sawal
tuu me.araaj-e-fan tuu hii fan kaa si.nghaar
musavvir huu.n mai.n tuu miraa shaahkaar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
tum
shaguftagii kaa lataafat kaa shaahkaar ho tum
faqat bahaar nahii.n haasil-e-bahaar ho tum
Kaifi Azmi
Nazm
sham-e-ayaadat
jabii.n pe shaahkaar-e-dahr kaa nishaa.n liye hu.e
isii na.e jahaa.n me.n aadmii bane.nge devtaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aurat
aa.ii ruKHsaaro.n pe surKHii aur narmii jism me.n
paaya-e-takmiil ko pahu.nchaa juu.nhii ye shaahkaar
Shaad Aarfi
Nazm
mazdur
dekh ai qaaruun-e-aazam dekh ai sarmaaya-daar
naa-muraadii kaa muraqqa.a be-kasii kaa shaahkaar
Seemab Akbarabadi
Nazm
takmil
kahii.n pe duur kisii ajnabii sii ghaaTii me.n
kisii kaa ek hasii.n shaahkaar ho jaise
Aleena Itrat
Nazm
taj-mahal
hai kinaare ye jamunaa ke ik shaahkaar
dekhnaa chaa.ndnii me.n tum is kii bahaar
Hafiz Karnataki
Nazm
nazm
insaanii lams se jilaa paane vaale ye shaahkaar
insaan kii tarah fanaa nahii.n kiye jaa sakte
Zeeshan Sahil
Nazm
kis ke sheron mein kis ki baaten hain
leT kar ek besvaa kii tarah
merii qudrat kii shaahkaar aamad
Raheel Farooq
Nazm
aaina-KHane ke qaidi se
sochtii hai tuu likhegii shaahkaar
aur kuchh likhtii nahii.n!
Ameeq Hanafi
Nazm
hindu musalmanon ka ittihad
jab ek hii qalam ke ho shaahkaar dono.n
jab ek hii vatan ke ho iftiKHaar dono.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
ai nigar-e-watan
vo ek qatra jo Tapkaa thaa tere daaman par
vo ek naqsh miraa shaahkaar hai ab bhii
Akhtar Payami
Nazm
nakaami
aasmaa.n kitnaa KHuub-suurat hai
lekin ai shaahkaar-e-dast-e-azal jis taraf kaa tiraa iraada hai
Iftikhar Aazmi
Nazm
zarurat-e-iqbaal
salaam shaa.ir-e-mashriq ke shaahkaar-e-jamiil
ham apne azm-o-amal kaa subuut bhii de.nge
Maulwi Syed Mumtaz Ali
Nazm
nazm
kisii tiikhe musavvir kaa hasii.n shaahkaar thii vo
us ke KHadd-o-KHaal aise the
Arshad Malik
Nazm
gul-farosh
ye naaznii.n ki jise qaasid-e-bahaar kahe.n
javaa.n hasiina ki fitrat kaa shaahkaar kahii.n