SEARCH RESULTS
Showing search results for "समधन"
Nazm MATCHES FOR "समधन"
Nazm
kal ki baat
saamne ammaa.n vahii.n khole piTaarii apnii
mu.nh bhare paan se samdhan kii inhii.n baato.n par
Akhtarul Iman
Nazm
guDDe guDiya ka byah
shakiila ne sochaa ki shaadii rachaae.n
jamiila sahelii ko samdhan banaa.e.n
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
yaad
dasht-e-tanhaa.ii me.n duurii ke KHas o KHaak tale
khil rahe hai.n tire pahluu ke saman aur gulaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
o des se aane wale bata
vo jaan-e-vatan kis haal me.n hai
vo sarv-e-chaman vo rashk-e-saman
Akhtar Shirani
Nazm
hinDola
samaaj phuulne-phalne ke de sakaa saadhan
vo saa.ns lete hai.n tahziib-kush fazaa.o.n me.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHak-e-hind
shaidaa-e-bostaa.n ko sarv-o-saman mubaarak
ra.ngii.n tabii.ato.n ko ra.ng-e-suKHan mubaarak
Chakbast Braj Narayan
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
KHush huu.n firaaq-e-qaamat-o-ruKHsaar-e-yaar se
sarv-o-gul-o-saman se nazar ko sataa.e.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
mire jahaa.n me.n saman-zaar Dhuu.nDne vaale
yahaa.n bahaar nahii.n aatishii.n baguule hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
roe bhagat kabir
ik-duuje ko jaahil samjhe.n naT-khaT buddhiivaan
metro me.n jo chaa.e pilaa.e bas vo baap samaan
Habib Jalib
Nazm
ittifaqat
us ke bose se ho.n mad.hosh saman aur gulaab
shabnamii ghaas pe do paikar-e-yaKH-basta mile.n,
Noon Meem Rashid
Nazm
hazar karo mere tan se
jise jalaa.o to sehn-e-chaman me.n dahke.nge
bajaa.e-sarv-o-saman merii haDDiyo.n ke babuul
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
mujhe mohabbat hai mah-jabiino.n
se, gul-ruKHo.n se saman-e-baro.n se
Ali Sardar Jafri
Nazm
bagiya lahuluhan
pag pag maut ke gahre saa.e jiivan maut samaan
chaaro.n or havaa phirtii hai le ke tiir kamaan
Habib Jalib
Nazm
nur-jahan ka mazar
aaraasta jin ke liye gulzaar o chaman the
jo naazukii me.n daaG dah-e-barg-e-saman the
Tilok Chand Mahroom
Nazm
dekhne wale ki uljhan
suuraj me.n jo chehre dekhe ab hai.n sapne samaan
aur shu.aa.o.n me.n uljhii sii
Muneer Niyazi
Nazm
TuTe hue tare
saman-baraan-e-falak ne sharar ko dekh liyaa
zamiin vaalo.n ke dil ko nazar ko dekh liyaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
ai watan ai watan
ham ko tujh se hamesha mohabbat rahe
tuu hai nasriin-o-laal-o-sarv-o-saman