SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुला"
Nazm MATCHES FOR "सुला"
Nazm
KHizr-e-rah
phir sulaa detii hai us ko hukmaraa.n kii saahirii
jaaduu-e-mahmuud kii taasiir se chashm-e-ayaaz
Allama Iqbal
Nazm
teri aawaz
chand gha.Diyo.n ke liye huu.n ki hamesha ke liye
mirii jaagii hu.ii raato.n ko sulaa jaa.e.nge
Sahir Ludhianvi
Nazm
etimad
mere be-KHvaab dariicho.n ko sulaa jaa.egaa
mere kamre ko saliiqe se sajaa jaa.egaa
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
gurez
sulaa ga.ii thii.n jinhe.n terii multafit nazre.n
vo dard jaag uThe phir se le ke a.ng.Daa.ii
Sahir Ludhianvi
Nazm
pani ka hath
mai.n kashtii ke farsh pe gir jaa.uu.ngaa thak kar
paanii kaa haath sulaa degaa mujhe thapak kar
Sarvat Husain
Nazm
tera aur mera sath
phir mujhe aur tumhe.n ik saath
shaayad tah-dar-tah ik saath sulaa diyaa gayaa
Zeef Zia
Nazm
naqsh-bar-ab
karvaTe.n letaa hai ehsaas jo bedaarii kaa
loriyaa.n de ke uma.ngo.n ko sulaa detaa hai
Ada Jafarey
Nazm
jaen kahan hum
sunaa mashvara teraa ai saut-e-Gaibii
zalaalat kii sarhad me.n aa kar bhii dekhaa
Jameel Mazhari
Nazm
tumhaari aankhen
raat ke sannaaTe me.n mazbuut baahe.n ban kar
apnii ThanDak me.n sulaa detii hai
Darshika wasani
Nazm
bachpane ki yaad
raahat sunaa rahii thii afsaana saltanat kaa
thii maa.n kii god mujh ko kaashaana saltanat kaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
kya kahiye
zabt aur fahm ko naa-vaqt sulaa detii hai
KHuun me.n so.ii hu.ii aag jagaa detii hai
Harris Khalique
Nazm
ek KHat
aur gahvaara-e-jaa.n me.n sulaa do
vo jaage.nge to un ke KHvaab puure ho chuke ho.nge