SEARCH RESULTS
Showing search results for "हिकमत"
Nazm MATCHES FOR "हिकमत"
Nazm
KHun phir KHun hai
zulm kii qismat-e-naakaara-o-rusvaa se kaho
jabr kii hikmat-e-parkaar ke iimaa se kaho
Sahir Ludhianvi
Nazm
lenin
ye 'ilm ye hikmat ye tadabbur ye hukuumat
piite hai.n lahuu dete hai.n taaliim-e-musaavaat
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
ilm o hikmat rahzan-e-saamaan-e-ashk-o-aah hai
ya.anii ik almaas kaa Tuk.Daa dil-e-aagaah hai
Allama Iqbal
Nazm
ek pahaD aur gilahri
har ek chiiz se paidaa KHudaa kii qudarat hai
ko.ii ba.Daa ko.ii chhoTaa ye us kii hikmat hai
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
iisaa bhii ho to ko.ii nahii.n puuchhtaa miyaa.n
hikmat hakiim kii bhii Dubaatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
zohd aur rindi
majmu.a-e-azdaad hai 'iqbaal' nahii.n hai
dil daftar-e-hikmat hai tabii.at KHafaqaanii
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
ahl-e-himmat kamaa ke laate hai.n
ham-vatan faa.ede uThaate hai.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
ye diin-o-maz.hab
jo ilm-o-hikmat ke saath ho to sukuun hogaa
Tariq Qamar
Nazm
aaKHiri lamha
har ek daur ko tahziib o aagahii dii hai
tamaam mantiq o hikmat tamaam ilm o adab
Jan Nisar Akhtar
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
hikmat-o-daanish un ke andar
apnii jagah har ek sikandar
Akbar Allahabadi
Nazm
diwar
vo baguule vo tuufaa.n vo mahshar bapaa thaa
ki mai.n vo ki jis ke tahammul kii hikmat kii