SEARCH RESULTS
Showing search results for ".atzk"
Nazm MATCHES FOR ".atzk"
Nazm
heart-attack
dard itnaa thaa ki us raat dil-e-vahshii ne
har rag-e-jaa.n se ulajhnaa chaahaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
online aashiq
text jab aashiq-e-barqii kaa aTak jaataa hai
taalib-e-shauq to suulii pe laTak jaataa hai
Khalid Irfan
Nazm
yakum may
ab halaq me.n un ke jo khaayaa aTak kar jaa.egaa
Gair-mulko.n me.n na sarmaaya bhaTak kar jaa.egaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
guDDe miyan ki shadi
vo gaa.nv kaa maalii 'atiiq' aa gayaa
vo sarso.n ke phuulo.n kaa sahraa ba.ndhaa
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
kachhwa aur KHargosh
kyuu.n hu.e chal ke muft me.n bad-naam
be-chale kyaa aTak rahaa thaa kaam
Ismail Merathi
Nazm
agar tu muaf karne ka hausla rakhta hai to sun
heart-attack me.n merii jaan le le
yaa aur kisii mohlik biimaarii se maar Daal mujhe
Maryam Tasleem Kiyani
Nazm
rewaD
jab utartaa hai to zaituun kii laa.nbii so.nTii
kisii jaltii hu.ii badlii me.n aTak jaatii hai
Majeed Amjad
Nazm
nind se pahle
saa.ns bhaarii hu.aa siine me.n aTak kar aayaa
kuchh qadam aur chalaa huu.ngaa ki chakkar aayaa
Saleem Ahmed
Nazm
mister dhondhal
aTak aTak kar chalte the vo
maTak maTak kar chalte the vo
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
tufan mel
'atiiq' aur 'aslam' 'sho.eb' aur 'saliim'
'ra.iis' aur 'aasif' 'nafiis' aur 'vasiim'
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
hawa har ek samt bah rahi hai
naa-muraad aahaT aTak ga.ii hai
ye KHaak terii mirii sadaa ke dayaar me.n
Abrar Ahmad
Nazm
samay ko aTka diya
aTak jaa.e vo vaqt vahii
mai.n un lamho.n ko mahsuus kartaa rahuu.n