SEARCH RESULTS
Showing search results for ".dael"
Nazm MATCHES FOR ".dael"
Nazm
karachi ka mawasalati mushaira
kahte the pahle sher ko misra uThaa ke pa.Dh
aur ab ye kah rahe hai.n ki Da.el ghumaa ke pa.Dh
Khalid Irfan
Nazm
aurat
zahr hii zahr hai duniyaa kii havaa tere liye
rut badal Daal agar phuulnaa phalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
alaw
kaaT ke Daal diyaa jalte alaa.o me.n use
raat-bhar phuu.ko.n se har lau ko jagaa.e rakkhaa
Gulzar
Nazm
aadmi-nama
chaltaa hai aadmii hii musaafir ho le ke maal
aur aadmii hii maare hai phaa.nsii gale me.n Daal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
o des se aane wale bata
kam-baKHt javaanii Daal ga.ii
ghar par hii rahii yaa ghar se ga.ii
Akhtar Shirani
Nazm
muflisi
dete hai.n us ke naach ko ThaTThe ke biich Daal
naache hai vo to farsh ke uupar qadam sambhaal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHadsha
ye dha.Dkano.n kii zabaa.n bolte hu.e abruu
kamand Daal rahe hai.n mire KHayaalo.n par
Mohsin Naqvi
Nazm
hubb-e-watan
jab pa.De un pe gardish-e-aflaak
apnii aasaa.isho.n pe Daal de KHaak
Altaf Hussain Hali
Nazm
aaKHiri lamha
gale me.n Daal ke baa.nhe.n jo jhuul jaa.ogii
mai.n aasmaan ke taare bhii to.D laa.uu.ngaa
Jan Nisar Akhtar
Nazm
barsat ki bahaaren
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
patlii jahaa.n kisii ne daal aur ka.Dhii pakaa.ii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hasin aag
aa mirii ruuh pe bhii Daal de apnaa partav
zindagii kii ye hasii.n aag mujhe bhii de de
Jan Nisar Akhtar
Nazm
parchhaiyan
sukuun jumbish o ram tak tamaam sho.ala hai
magar vo sho.ala ki aa.nkho.n me.n Daal de ThanDak