SEARCH RESULTS
Showing search results for ".lius"
Nazm MATCHES FOR ".lius"
Nazm
jawab-e-shikwa
dam-e-taqriir thii muslim kii sadaaqat bebaak
adl us kaa thaa qavii laus-e-maraa.aat se paak
Allama Iqbal
Nazm
nur-jahan ke mazar par
kaise ik fard ke ho.nTo.n kii zaraa sii jumbish
sard kar saktii thii be-laus vafaa.o.n ke charaaG
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
taKHaiyyulaat kii doshiizgii kaa radd-e-amal
javaan ho ke bhii be-laus tifl-vash jazbaat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
andaz-e-mohabbat
mai.n ne be-laus tire saath mohabbat kii hai
be-Garaz mai.n ne tah-e-dil se tujhe chaahaa hai
Arslan Abbas
Nazm
zikr-e-gandhi
har shaKHs sar-niguu.n hai ba.De ehtiraam se
'aadil' ye qadr hotii hai be-laus kaam se
Adil Jafari
Nazm
ganga
be-laus teraa daaman hai daaG-e-ma.asiyat se
mauzuu.n hai tere qad par malbuus-e-paarsaa.ii
Suroor Jahanabadi
Nazm
KHidmat-e-watan
vatan kii KHidmat-e-be-laus hai har shaKHs par laazim
yahii vo kaam hai jo aadmii ke kaam aataa hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
dawam
logo shahaadat se ba.Dh kar mirii maut be-laus hai
aur kisii kaa mire paas kuchh bhii nahii.n
Shahab Jafri
Nazm
maulana abul-kalam ka janaza dekh kar
zindagii me.n marne vaale kii ko.ii paiGaam hai
be-Garaz be-laus KHidmat kii salaa-e-aam hai
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
main kya chahta hun
zamaane kii be-laus KHidmat karuu.ngaa
mai.n kyaa chaahtaa huu.n zaraa mujh se puuchho
Aadil Aseer Dehlvi
Nazm
ai fairy-tail
vo khilaunaa
ab ko.ii dard-aashnaa be-laus saathii chaahtaa thaa
Hasan Akbar Kamal
Nazm
sukut-e-iztirab
tere mad.hosh haatho.n kii chaa.e liye
tere chehre kii be-laus ma.asuum apnaa.iyat
Sohail Azad
Nazm
bewa ki jawani
be-laus mohabbat kaa sila daa.imii furqat
ai saahab-e-insaaf ye insaaf kahaa.n hai
Davarka Das Shola
Nazm
tark-e-mohabbat
dekh ai dost mire jazba-e-ulfat ko dekh
merii be-laus vafaa paak mohabbat ko dekh