SEARCH RESULTS
Showing search results for ".rhis"
Nazm MATCHES FOR ".rhis"
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
kyuu.n jaan-e-hazii.n KHatra-e-mauhuum se nikle
kyuu.n naala-e-hasrat dil-e-maGmuum se nikle
Rais Amrohvi
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
'akbar' kii ye du.aa hai KHudaa kii janaab me.n
taa-hashr is ra.iis-o-riyaasat ko ho qayaam
Akbar Allahabadi
Nazm
jism ke us par
ki mere ho.nTo.n me.n hai vo amrit
hazaaro.n saalo.n ke faasle se jo ris rahaa hai
Meeraji
Nazm
farsi urdu sabaq
aa.o bachcho sabaq pa.Dhaa.e.n faarsii aur urdu
gaay ko bolo gaav hamesha hirnii ko aahuu
Rais Amrohvi
Nazm
shahr ne kaha ganw ne kaha
shahr ha.nsaa aur ha.nste ha.nste gaa.nv se bolaa suno suno
uu.nche hai.n miinaar mire
Rais Farogh
Nazm
diwali
raam ke hijr me.n ik roz bharat ne ye kahaa
qalb-e-muztar ko shab-o-roz nahii.n chain zaraa
Aaftab Rais Panipati
Nazm
kursi
kuchh is adaa se ye dilkash sifaat chaltii hai
kisii ra.iis kii goyaa baraat chaltii hai
Khalid Irfan
Nazm
karachi
ra.iis apnii jhuggii me.n tho.Dii jagah de.n
to ham bhii yahaa.n kar sake.nge baseraa
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
chand ki buDhiya
sunaa hai chaa.nd hai sone kaa anDaa
sunaa hai chaa.nd kaa mausam hai ThanDaa