SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaak-e-vatan"
Nazm MATCHES FOR "KHaak-e-vatan"
Nazm
jannat se bhi aziz hai KHak-e-watan mujhe
mar kar milii hai chaadar-e-KHaak-e-vatan mujhe
miTTii ne is zamii.n kii diyaa hai kafan mujhe
Barq Dehlvi
Nazm
naya shiwala
patthar kii muurato.n me.n samjhaa hai tuu KHudaa hai
KHaak-e-vatan kaa mujh ko har zarra devtaa hai
Allama Iqbal
Nazm
shahidon ko salam
yaadash-ba-KHair KHaak-e-vatan terii god me.n
kyaa log the jo daar ko dildaar kah ga.e
Nazish Partap Gadhi
Nazm
KHiraj-aqidat
KHuu.n se is ke aaj bhii gul-ra.ng hai KHaak-e-vatan
faKHr-e-aalam naazish-e-hindostaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
gulha-e-aqidat
ab yahii koshish hai dil se ai mirii arz-e-vatan
terii peshaanii pe ab ko.ii shikan aane na paa.e
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
rabta
mai.n ka.Dii huu.n ga.e zamaano.n kii
shahr-e-maazii ke KHaak daano.n kii
Noor -e-Shama Noor
Nazm
dehli ki sair
ruuh-e-chaman KHaamosh yahaa.n hai
KHaak-e-vatan gul-posh yahaa.n hai
Alqama Shibli
Nazm
Tipu ki aawaz
mere lahuu kii buu.nd me.n Galtaa.n thii.n bijliyaa.n
KHaak-e-dakan ko mai.n ne sharar-aashnaa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
shair
zindagii gul ke mahakne kii adaa hai ai dil
mujh ko ehsaas hai ab KHaak-e-vatan ko hai zaruurat merii
Rifat Sarosh
Nazm
wo samajhte rahen england ka mal achchha hai
zarra-e-KHaak-e-vatan mehr-e-daraKHshaa.n hai mujhe
vo samajhte rahe.n england kaa maal achchhaa hai
Aaftab Rais Panipati
Nazm
KHushbu-e-watan
ek din mai.n isii KHushbuu hii me.n kho jaa.uu.ngii
o.Dh kar KHaak-e-vatan KHaak me.n so jaa.uu.ngii
Nusrat Mehdi
Nazm
watan-ashob
ko.ii bataa.e azmat-e-KHaak-e-vatan kahaa.n hai ab
ko.ii bataa.e Gairat-e-ahl-e-vatan ko kyaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
wali
vo 'valii' teraa hii ik farzand hai KHaak-e-vatan
jis kii azmat ne kiyaa dehlii me.n aaGaaz-e-suKHan