SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaqaa"
Nazm MATCHES FOR "aaqaa"
Nazm
daraKHt-e-zard
(ye merii ek KHvaahish hai jo mushkil hai)
vo 'najm'-aafa.ndi-e-marhuum ko to jaantii hogii
Jaun Eliya
Nazm
tulu-e-islam
ataa momin ko phir dargaah-e-haq se hone vaalaa hai
shikoh-e-turkamaanii zehn hindii nutq aaraabii
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
huu.n magar merii jahaa.n-biinii bataatii hai mujhe
jo muluukiyat kaa ik parda ho kyaa is se KHatar
Allama Iqbal
Nazm
salam
ik KHvaab-e-KHaas chashm-e-mohammad me.n thaa chhupaa
ta.abiir nuur-e-ain-e-mohammad ne aam kii
Parveen Shakir
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
kaam ishq ke aa.De aataa rahaa
aur ishq se kaam ulajhtaa rahaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tarah-e-nau
bezaar hai kunisht-o-kaliisaa se ik jahaa.n
saudaagaraan-e-diin kii saudaagarii kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
manazir-e-sahar
har phuul kaa chehra araq-e-husn se tar hai
har chiiz me.n ik baat hai har shai me.n asar hai
Josh Malihabadi
Nazm
pahli kiran
mai.n is KHisht-kobii se uktaa gayaa huu.n
kahaa.n hai.n vo duniyaa kii taz.iin kii aarzuu.e.n
Noon Meem Rashid
Nazm
aur mere aas-pas KHwab ki kaifiyat hai
ab mai.n use talaash kar rahaa huu.n
samajh me.n nahii.n aataa use kaise talaash karuu.n
Muneer Niyazi
Nazm
leader ki dua
be daal ke buudam par rakh dast-e-karam aaqaa
zindaani-e-zulmat kii taqdiir ko chamkaa de
Asrar jamayee
Nazm
doraha
rail-gaa.Dii ye ghamsaan ilaahii tauba
na muravvat na takalluf na tabassum na adaa